निरंकारी बाबा जी के एक्सीडेंट का फाइनल सच। This was the cause of accident of Nirankar baba ji

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 16. 05. 2019
  • Pyar bhari Dhan Nirankar aur namaskar.
    Das ke naye videos dekhne ke liye Saturday ka intezar Karen.
    Is video ke banane ka uddeshya kewal yeah batana hai ki purn satguru ki na hatya ki ja sakti hai na unke khilaf koi sajish ki ja sakti hai. Kyunki purn satguru Ishwar hota hai.
    Is video mein puri tarah se ya saaf kar diya gaya hai ki Baba Hardev Singh Ji Maharaj nirakar ka sakar roop the aur unka accident nahi huwa tha aur na hi unki hatya hui. Jo kuch bhi hua sab kuch unki marzi se hua. Kyunki Ishwar ki marzi ke bagair sampurn Jahan mein koi patta tak nahi hil sakta.
    Yeah sara khel unhone apna sharir badalne ke liye khela tha.
    Nirankari sant mahapurush is video ko jarur dekhen.
    Video ko adhik se adhik Sadh Sangat mein share karen. Channel ko turant subscribe Karen aur comment karna bhi na bhulen.
    Sadh Sangat ji pyar bhari Dhan Nirankar & namaskar.
    Das:-Naresh Chauhan Nirankari 🙏🙏🙏
    Gmail:-yehihaisuch@gmail.com

Komentáře •