R 410 GAS TOP-UP KAB KARNA CHAHIYE AUR KAISE KAREN ||O GENERAL INVERTER AC GAS TOP-UP

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 27. 08. 2024
  • r410 gas top-up
    410 gas topup
    how to top-up gas in ac
    AC me gas kaise bharen
    AC gas top-up
    #mractech

Komentáře • 28

  • @ratedr1993
    @ratedr1993 Před 4 měsíci

    Ek Daikin Inverter machine ka full gas charging video banao vai

  • @shivomborkar3181
    @shivomborkar3181 Před 4 měsíci +1

    Yeh inverter ac agar gas charging ke waqt room temperature reach ho gaya aur fir gas charge ke waqt compressor ka speed kam ho gaya toh pressure mei kuch difference ata kya

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  Před 4 měsíci +1

      How Bhai aata amps aur pressure dono me aata amps Kam hojate
      Aur pressure badh jaata

    • @arshadansari2248
      @arshadansari2248 Před 4 měsíci +2

      Bhai aap log chapal qyu nhi phne itne garmi me

    • @shivomborkar3181
      @shivomborkar3181 Před 4 měsíci +2

      ​@@arshadansari2248practice hogi bhai ko..experience 😅

    • @shivomborkar3181
      @shivomborkar3181 Před 4 měsíci +1

      ​@@MrAcTech.Iss pe ek short ya video banao na practical karke

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  Před 4 měsíci +1

      @@arshadansari2248 Bhai costomer k Ghar k uper Jaana tha toh baher utar kar gaye

  • @laeeq2242
    @laeeq2242 Před měsícem

    Standing pressure kya hoga

  • @khizershaikh2637
    @khizershaikh2637 Před 4 měsíci

    O general ka 1.5 ton ya 2 ton ka machine kittte milega second

  • @ganeshburnwalburnwal7248
    @ganeshburnwalburnwal7248 Před 2 měsíci

    Bhaijaan mein bahut pareshan hu mein 1.5 ton ka hitachi split inverter ac shift karwaya hu doosre room mein cooling ehle jaisi nhi aarhi he kya karu technician bol raha hein cooling thik h par mujhe doubt he 16 degree karke usne naapa 7.30 A aaraha h jo machine mein likhi hui hein running pressure 110 hein 410 A gas hein but room not cooling discharge aur suction pipe dono cooling hein aur pani pipe ke uper hein but still cooling nhi ho rhi hein please help me bhaijaan

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  Před 2 měsíci

      Bhai room size bada hoga yah room me koi aisi jagha jaha se cooling leakage kar rahi ho room 1.5 ac k hisab se suitable bhi hai yah nahi ??

    • @ganeshburnwalburnwal7248
      @ganeshburnwalburnwal7248 Před 2 měsíci

      @@MrAcTech. Bhai room 10 *11 size hein

    • @ganeshburnwalburnwal7248
      @ganeshburnwalburnwal7248 Před 2 měsíci

      Aur Bhai meri discharge pipe aur suction pipe dono pasijte hein Pani se

  • @khajaazharuddin1025
    @khajaazharuddin1025 Před 4 měsíci

    Hello bhai... mera voltas ka ac hai usme compressor start hua toh band hi ni hora 29-30 pe 16 wali cooling dera ac kya masla hoskta please reply.

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  Před 4 měsíci

      Return air sensor problem hosakta yah relay dire t

    • @khajaazharuddin1025
      @khajaazharuddin1025 Před 4 měsíci

      @@MrAcTech. solution kya hai iska ab?

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  Před 4 měsíci

      @@khajaazharuddin1025 technician ko bulaiye Bhai Jo bhi rahega woh batadega

    • @khajaazharuddin1025
      @khajaazharuddin1025 Před 4 měsíci

      @@MrAcTech. apki shop kaha hai Hyderabad mein? Aur hai toh contact number do apka

  • @shahzadalam188
    @shahzadalam188 Před 4 měsíci

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ mashallah bhaijaan kese h aap mene 1 week pehle R32 LG Spilt Ac m veccume karke gas daali or 1 week baad aaya hu to ye problem jabhbhi aarahi thi or phir ab aarahi h aaharcheak kiya to pressure 80 psi ka aaraha h 34'digri temperature h or top-up kar raha hu to bahut mushkil se 100 aaraha h but 120 osi nhi aaraha or 1 week pehle bhi 80 psi se upar nhi ha Raha tha ab top-up Kiya 100 aagya h mushkil se return bhi cooling bhi ho rahi h magar 16 temperature set karke rakha h ab 1 ghanta hogya magar kambal nhi udha raha kahi ye choking to nhi jo 140 psi bhi nhi aaraha pressure plzzzzzzzzzzzzz reply

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  Před 4 měsíci

      Filter caplery change kardo

    • @kapoorji.5539
      @kapoorji.5539 Před měsícem

      ​@@MrAcTech.Bhai Mera ac hai .
      3 baar kaam kar chuka hu but teeno time gas ka pressure kam ho ja raha hai.
      Mitsubishi 410a hai, jab gas daali thi to r410 ka 140+ psi ka running pressure tha. Tab ac ka flow bhi mast tha. Mast thanda karta tha. But 1 month baad ac 1 ghanta Chalke trip maarta. .Bhai ji gas ka pressure 140 + tha. But ab uska running pressure 110 reh gaya.
      Iska matlab kahi na kahi leakage hai?? Plz bataiye.
      Pareshaan. Ho gaya hu mai.
      Gas dalwane ke 1 month Tak theek chalta AC. But fir baad me after 1 month dheerey dheerey ac trip maarna chalu kar deta. Aur after 3 to 4 months gas ka running pressure 100 tak bhi reh jata. .plz bataiye kya karu .
      Technician kehta leakage nahi hai.
      Usne nitrogen ka pressure dalke dekha 2 din stand by rakha.
      400 psi ka pressure diya usne nitrogen ka. Aur woh gas kam nahi hui.
      Batao Bhai kaha dikkat aa rahi.

  • @aadilbhopali481
    @aadilbhopali481 Před 4 měsíci

    Bro mein MP mein kam karta hun Hyderabad mein Kam hai to batao mujhe karna hai