meri ketu mahadasha kaisi chal rahi hai,marak/badhak ketu ki mahadasha kaa fal

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 11. 09. 2024
  • ess video mai maine ketu mahadasha mai mere saath kya kya ghata aur mera samay kaisa chal raha hai ye batane kaa prayas kiya hai
    नमस्कार दोस्तों आज के इस वीडियो में हम जानेंगे जन्म कुंडली में केतु का कुछ विशेष भावों से संबंध अधिक जानकारी के लिए पूरा वीडियो देखें धन्यवाद
    your queries-
    janm kundli ke pahle bhav mein ketu janm kundli ke dusre bhav mein ketu janm kundli ke teesre bhav mein ketu janm kundli ke chauthe bhav mein ketu janm kundli ke Pancham bhav mein ketu janm kundli ke chhathven bhav mein ketu janm kundli ke sath mein bhav mein ketu janm kundli ke ashtam bhav mein ketu janm kundli ke navam bhav mein ketu janm kundli ke dasham bhav mein ketu janm kundli ke ekadash bhav mein ketu janm kundli ke dvadash bhav mein ketu janm kundli ke sabhi bhagon mein ketu ka prabhav ketu se banne wale Raj yog kundli mein ketu se banne wale rajya kundli mein ketu ka Aisa prabhav deta hai janm kundli ke sabhi bhavon mein ketu kis prakar ka prabhav dete Hain
    कुंडली में मेष राशि में केतु कुंडली में वृषभ राशि में केतु कुंडली में मिथुन राशि में केतु कुंडली में कर्क राशि में केतु कुंडली मिक्सिंग राशि में केतु कुंडली में कन्या राशि में केतु कुंडली में तुला राशि में केतु कुंडली में वृश्चिक राशि में केतु कुंडली में धनु राशि में केतु कुंडली में मकर राशि में केतु कुंडली में कुंभ राशि में केतु कुंडली में मीन राशि में केतु केतु ग्रह से बनने वाले राजयोग केतु ग्रह कैसे राजयोग देता है केतु ग्रह का जन्म कुंडली में प्रभाव जन्म कुंडली के सभी भाव में केतु ग्रह का प्रभाव जन्म कुंडली के प्रत्येक भाव में केतु ग्रह का प्रभाव
    जन्म कुंडली के प्रथम भाव में केतु जन्म कुंडली के दूसरे भाव में केतु जन्म कुंडली के तीसरे भाव में केतु जन्म कुंडली के चौथे भाव में केतु जन्म कुंडली के पंचम भाव में केतु जन्म कुंडली के छठे भाव में केतु जन्म कुंडली के सप्तम भाव में केतु जन्म कुंडली के अष्टम भाव में केतु जन्म कुंडली के नवम भाव में केतु जन्म कुंडली के भाग्य भाव में केतु जन्म कुंडली के दशम भाव में केतु जन्म कुंडली के एकादश भाव में केतु जन्म कुंडली के ग्यारहवें भाव में केतु जन्म कुंडली के द्वादश भाव में केतु जन्म कुंडली के बारह
    #abhi astrology
    abhi astrology
    #pt narmdeshwar shastri
    #tathastu anubhav
    #astro life sutras
    #astro arun pandit
    #nakshatra tak
    #nakul prashar jyotish
    #नक्षत्र तक
    #abhi astrology
    whatsapp 9899019955
    abhi astrology
    abhi astrology
    #pt narmdeshwar shastri
    #tathastu anubhav
    #astro life sutras
    #astro arun pandit
    #nakshatra tak
    #nakul prashar jyotish
    #नक्षत्र तक
    #abhi astrology
    #astrologer shikha-shailesh jain
    #astrology with richa
    #vedic astro tips
    whatsapp 9899019955

Komentáře • 91

  • @ashishgtm
    @ashishgtm Před 2 měsíci

    thanks for sharing

  • @rumasaha3049
    @rumasaha3049 Před rokem +2

    Aane vale samay ke ly best of luck

  • @shahphalgun3195
    @shahphalgun3195 Před rokem +1

    Meri to bahot acchhi gai
    Makarlgna tha or 11 bhav me ketu tha sab karja pura ho gya thanks ketu devta

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      👍

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Aap unn भाग्यशाली logon mai hain jinper ketu dev ne kripa barsai nahi toh 80% log toh paresaan hi rehte hain
      Accha laga ki kisi ko acche fal mile
      Good luck!

  • @babaib3513
    @babaib3513 Před rokem +1

    Good lecture.keep going u will pull through

  • @Mitsy2209
    @Mitsy2209 Před 9 měsíci +1

    Meri mesh lagan ki kundali hai or ketu 5th mein akela hai bina kisi aspect ke. Sun 6th mein hai jispar guru, Shani, Mangal aur moon ki drishti hai.
    Sade sati bhi chal rahi hai

    • @RKS11111
      @RKS11111 Před 9 měsíci

      😅
      Shanti rakho Devi.....

    • @RKS11111
      @RKS11111 Před 9 měsíci

      @@Mitsy2209 kya😝
      WhatsApp du kya 🤣

    • @RKS11111
      @RKS11111 Před 9 měsíci

      @@Mitsy2209 ??

    • @RKS11111
      @RKS11111 Před 9 měsíci

      @@Mitsy2209 ha to

  • @JasvirSingh-xg8rj
    @JasvirSingh-xg8rj Před rokem +1

    In Ketu mahadasha life will be tough and challenging we should be ready to face hard period and enjoy next sukhar mahadasha

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Venus mahadasha will give you average result.But the anterdasha of sun,moon and mars in venus mahadasha will give better results.whatever you do at this time will be successful.
      Good luck.

  • @karankapoor8825
    @karankapoor8825 Před rokem

    Bhai aapki life ke liye aapko all the very best. Bhagwan aapka aane wala samay shubh banaye. 🙏

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      🙏

    • @karankapoor8825
      @karankapoor8825 Před rokem

      @@astroabhi1631 ek Baat main aapse poochhna chahoonga ki dasha aur antardasha ke alava gochar bhi to results ko effect karte hain.

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      @@karankapoor8825 ji bilkul gochar kaa bhi apna महत्व hota hai, yadi mahadasha ya antardasha acchi ho aur gochar bhi aapke liye accha ho toh kya kehna, yadi mahadasha aur antardasha favourable ho lakin gochar accha naa ho toh thori bahut hurdle rehti hai, lakin yadi mahadasha aur antardasha favourable naa ho aur gochar favourable bhi ho tohwoh aapko jyada fayda nahi de paayega
      Gochar se hum acurate time nikal sakte hain ki kaun si ghatna kab ghategi, ye ek advantage hota hai

    • @karankapoor8825
      @karankapoor8825 Před rokem

      @@astroabhi1631 Nice explanation. Thanks. 🙏

  • @rohitmuhale1280
    @rohitmuhale1280 Před 26 dny

    Sir ye bataye agar ketu mahadasha chal rhi ho or jo ketu karwata h mtlb detachment wo khud person aasani se karne lage or use koi mental problem na ho rhi ho to kya uski ketu ki dasha achchi maani jayegi ya buri

  • @rajeshjaggi3583
    @rajeshjaggi3583 Před rokem +2

    Sir ketu k bad shukr ki mahadasha bhut achi ja rhi h

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Bilkul vrishabh lagan mai venus lagnesh hota hai,isliye mahadasha excellent jaati hai,aur venus agar acche bhavon mai baitha ho tab toh samjho rajyog bhi uske aage kuch nahi,
      Baaki sunn kar accha laga ki aapki venus mahadasha acchi jaa rahi hai,good luck!

    • @gauridixit4558
      @gauridixit4558 Před rokem

      Sunn kr kushi hui

    • @madanjain441
      @madanjain441 Před rokem

      Ji apko ketu k mahadasha over hotel hi venus ki acha time start kab se hua please reply

    • @madanjain441
      @madanjain441 Před rokem

      Kya changed mile

    • @madanjain441
      @madanjain441 Před rokem

      Rajesh ji, apko venus k effect kab se start hua

  • @sudeeppandey585
    @sudeeppandey585 Před rokem

    Ketu aur guru ek saath 10 wa ghar me baithe hai aur guru ki anterdasha suru hone wali hai ,sadhe saati hai kya hoga bhai batana

  • @gauravch2952
    @gauravch2952 Před rokem

    Sir meri ketu ki mahadasha start hui hai abhi , ketu in 11th house in Sagittarius, depositor jupiter in 9th house in libra . But Meri life to bhaut hard chal rahi hai.

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Dekhiye aapka lagan kumbh hai jiska lord shani hai,
      Aapka ketu sagitarius yani dhanu rashi mai hai njiska lord guru hai,
      Guru aapki kundali। mai 2nd house aur 11th houseka lord hoke 9th house libra mai hai
      Ab yahan kyon aapko dikkat aa rahi hai
      1 apke lagnesh aur guru mai shatruta hai
      2 venus aur guru mai shatruta hai
      Yani aapke lagan mai guru marak aur akarak hai saath mai uski placement bhi enemy house mai hai
      Ab ketu ko dekhiye woh guru ke house mai hai aur akela hai toh woh guru ke fal karega
      Jis karan ketu aapki kundali mai akarak hogaya
      Ab woh aapko apni dasha mai dhan aur income se sambandhit paresaani deta rahega, aapki boli mai karwahat pan aa jaayega, aap kisi ko kuch samjhayenge woh uska galat matlab nikalega, aap dheere dheere parivar se door hote jaayenge yani aapko parivaar ka support nahimilega
      Ab kyon ki guru 9th house mai hai aur woh 9th house ka karak hota hai toh woh aapko bhagye ka support jaroor karega, lakin venus usme bhi dikkat karega lakin bhagye ka support aur paison ki problem solve ho jaayegi, lakin fluctuation dekhneko milegi kam jyada,
      Pita se anban ho sakti hai ketu ki dasha mai,
      Jab venus, shani aur budh ki dasha aayegi uss samay aapko thora relief milega
      अब karna kya hai, ketu ka aur guru ka stone bhool kar nahi pehanna, guru ke liye aap gaye ko roti khila sakte hain
      Ketu ke liye street dogs ko kuch bhi khila dain, roti,doodh, etc jisse uska पेट bhar jaaye
      सबसे jaroori hai lagan aur lagnesh ko bali karna, toh uske liye peepal tree ke neeche evening mai kuch der baithain mansik shanti milegi, saturday ko peepal pe deepak jalayaain evening mai aur shani chalisa parain
      Labh milega

  • @rajsuvidha9697
    @rajsuvidha9697 Před rokem

    Nice

  • @desiharmoniumlesson4853
    @desiharmoniumlesson4853 Před 7 měsíci

    Sir Meri ketu mahdasha chl rhi h mujhe ek divorce ladki se affair hua tha to shaadi isi ldki se hogi??? (Ketu surya shukar) yuti h

  • @archanasonawane835
    @archanasonawane835 Před rokem

    sir aapne kaha ki jiski mahadasha chal rahi hai usase 8 house me jo grah betha hoga or uski antardasha ayegi to accident hoga.. but ye har kundali pe thodi lagu hoga sabki positions, vo grah karak hai nahi or unki degree bhi chk karni chahiye na..

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Bilkul maine ye bhi bola esske saath grah marak hainya karak ,ansh bal kaisa hai,gochar mai kya sthithi hai ,lagnesh ka shatru hai ya mitra mahadasha aur antardasha mai aapas mai kya sambandh hai,bahut si cheeje dekhi jaati hain.
      Tab jaake pata chalta hai ki akal mrityu hogi ya nahi.
      Lakin yeh almost har kunfali mai baithta hai ki 6 ka sambandh ho toh koi binari hoti hai puti dasha mai tabiyat kharab rqhegi
      8ka sambandh ho toh chot ,accident ki sambhawna barti hai,aur12 ka sambandh hai toh kahin na kahin bimari mai hospital pe kharcha hota hai.

  • @vikasbajaj3537
    @vikasbajaj3537 Před 10 měsíci

    Ram Ram Ji
    Mera kark lagan hai lagan me chandar ketu kark rashi me hai 2018 se ketu mahadasha chal rahi hai abhi July 2023 se ketu me Shani ka antar hai ji🙏

  • @janmit2344
    @janmit2344 Před rokem +1

    Akarak grah ki dasha bhi shubh fal deti hai.vese koi bhi grah akarak nahi hota...kya dhanu lagan aur meen lagan ke log ke pass luxury nahi hoti, acche vichles nahi hote jabki shukra akarak hai in lagno me.

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +2

      Akarak grah ki Dasha kab acche fal deti hai,jab uss Dasha mai aapke yogkarak grah ki anter Dasha chalti hai.
      Sabhi lagan ke yogkari grah alag alag hote hain aur jatak unhi yogkarak Dasha mai taraki paata hai.
      Rahi baat shukra Dev ki toh sukra Dev aur guru Dev ye 2 aise grah hain jo akarak hone pe bhi aapko 50% accha fal dete hain aapne nesargik goun ke karan
      Maine kai kundaliyon mai dekha hai jan shukra akarak hota hai uske.baad bhi woh luxury bhogte hain,bas farak ye hota hai ki aapko luxury apne dum pe nahi milti kisi aur se.milti hai jaise male ki kundali.mai akarak hai toh luxury usko wife ki income se ya phir son ki income se ya phir kisi aur tarah se milegi lakin milegi jaroor,aur venus mahadasha mai usi.jatak ki yogkarak anterdasha bhi toh aayegi.isliye venus mahadasha maximum acchi jaati hai..

    • @janmit2344
      @janmit2344 Před rokem +2

      @@astroabhi1631 yaa ..but dispositer also changes story

  • @adityagore8398
    @adityagore8398 Před rokem +1

    How is venus in 8th house for pisces....good or bad

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      If the placement of your ascendant lord jupiter is good ,then viprit rajyogwill form in the 8th house by venus,which will give you great success after struggle.
      Hope you are satisfied with my answer. SO PLEASE LIKE SHAR AND SUBSCRIBE.THANKS.

  • @user-mw1nr8vn8u
    @user-mw1nr8vn8u Před 2 měsíci

    Mujhe ketu ki mahadhsha lagi h mere dosto ka sath chhut gya 😢sab barbad ho gya kya karu iska upaye kya h

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před 2 měsíci

      Black dog ki jitni sewa karengi utna accha hoga

    • @user-mw1nr8vn8u
      @user-mw1nr8vn8u Před 2 měsíci

      @@astroabhi1631 ji 🙏😭😭😭🙏

  • @rajeshjaggi3583
    @rajeshjaggi3583 Před rokem

    Vrishbh lagan me shukr ki mahadasha

  • @user-zq5dv6qz8g
    @user-zq5dv6qz8g Před 5 měsíci

    Yes I also passing from ketu mahadasha from05/04/2020. Now ketu me guru ki antardasha will start from 24/03/2024. Kark lagna and Guru in mithun at 12th bhav. Hiw will be my guru antardasha Bhaiji ? Pl.reply.

  • @nileshnarwaney5132
    @nileshnarwaney5132 Před rokem +2

    Apko ketu mahadasha mein jo bhi apke saath hota hai uska reason (Karan) nahi milega.isliye reason mat dhundiye

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +5

      Ji mai aapki baat se sehmat hoon,lakin Maine jitne acchi tarah se grahon ko jaana hai woh mai aapko bata nahi sakta.ketu ki Dasha mai mere saath bura aur accha dono kab hua aur kaise hua woh Maine ahsaas kiya hai,Barik se samjha hai,ye saara experience books mai bhi nahi milega jo Maine mehsoos kiya hai practical mai.

  • @anamikasingh3360
    @anamikasingh3360 Před rokem +1

    Mere ketu mahadasha khtam hua 2 months hogay phir kuch axch nhi ho rahe hai .

    • @RKS11111
      @RKS11111 Před 11 měsíci +1

      Hey
      Venus ka effects increase hua ??

    • @anamikasingh3360
      @anamikasingh3360 Před 11 měsíci

      @@RKS11111 abhi to kuch nhi hua hai

  • @archanasonawane835
    @archanasonawane835 Před rokem

    aapke kundali me bhi Surya ke sath 2 house ka Swami betha tha to aapki bhi durghatna Hui thi

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Nahi meri kundali mai budh 2nd aur 5th kaanlord hai yanu trikon kaa swami isliye aisa kuch nahi hua.
      Haan jab meri shani ki mahadasha chal rahi thi tab mai 8 saal kaa thaa usme ketu ki antardasha aur surye ki pratyantar dasha chal rahi thi uss samay mai marte marte bacha thaa,
      Aapko fiat kar pata hogi ,almost mere sote hue almost half car mere opper char gayi thi agat puri cross ho jaati toh aaj mai nahinhota
      Ab yeh hua kyon aur mai bacha kaise.toh aap dekhain shani se ketu 8th house mai hai yani accident,ketu se surye 8th house mai hai yani accident,yahan accident kaa yog prabal hua aur accident hogaya
      Bachav isliye hua kyonki shani yogkarak hai aur surye kaa neech bhang hai.
      Accident ke liye jis grah kinmahadasha chal rahi hai uss grah se jo bhi 8th house mai grah hoga uski antardasha mai accident kaa chances hota hai.

  • @cookiejar19
    @cookiejar19 Před rokem

    Dhanu lagna walo ke liye ketu dasha kaise rehti hai...

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +1

      Yadi ketu apni Mitra rashi aur Shubh bhav mai baithe hain toh woh Shubh fal dete hain
      Dhanu lagan mai 3,6,8,12 bhav mai acche fal nahi deta,
      Dhanu lagan mai agar 1 bhav mai hoga toh accha fal deta hai,iske alwa 2,10,11 mai acche fal deta hai.

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +1

      Yadi favourable house mai hai toh dhanu lagan mai ketu acche fal deta hai.

    • @cookiejar19
      @cookiejar19 Před rokem

      3rd house mei with moon

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +2

      @@cookiejar19 ketu dhanu lagan mai makar rashi yani 2 bhav mai accha fal deta hai,aapka ketu 3 bhav mai Shani ki hi kumbh rashi mai hai isliye ye bhi ketu ki Mitra rashi hui ,yahan pe aapko ketu mahadasha yaa anteerdasha mai acche fal dekhne ko milenge lakin kyonki ketu Shani ki rashi mai baithe hain isliye aapka koi bhi kaam hoga jaroor lakin hoga Der se,bhagye aapka saath dega,
      Moon ke saath ketu grahn dosh lagata hai iske liye aap dekhain ki moon aur ketu ke ansh mai 9 degree se jyada kaa difference hai toh aapko nuksaan nahi pahoonchega.
      Ketu moon yuti mai bas aapko koi bhi kaam karna hai toh woh acche se soch vichar ke
      Maansik tanav ho sakta hai,apni mata kaa dhyan rakhna hota hai ketu Dasha mai.baaki jyada bad impact nahi rehta
      Agar aap mere jawab se sehmat hain toh please Like,Share and subscribe my channel.thanks.

  • @rajeshjaggi3583
    @rajeshjaggi3583 Před rokem

    Aapki bhi achi jayegi vipreet rajyog degi

  • @Sunnysingh-nq6zm
    @Sunnysingh-nq6zm Před rokem

    Budh ki mahadasha apki kaisa tha guruji

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      Kafi acchi ,uska video bhi 2,4 din mai daloonga,ki meri yogkarak budh ki mahadasha kaisi gayi.

  • @pracheejaiswal1159
    @pracheejaiswal1159 Před rokem

    Mera bhi vrishabh lg hai ketu 3 house mai ketu guru Chandrama ki yuti hai shani 9 house rahu ke saath Surya Budh ke sath 10 ghar mein shukr 11 house hai or ketu ki mahadasha last 6 month chal rhe hai bura time nikal rha hai ye 6 month nikl nhi paa rhi tension hi tension hai

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +1

      Aap patience rakhain,jab 6.5 years nikal gaye toh last ke 6 month bhi nikal jaayenge,jyada pareasani hai toh aap kisi bhi street dog ko roti dena suru kar dain,aur kyonki antim anterdasha budh ki hoti hai toh aap gaye ko hara Chara, Palak, muttor kuch bhi Wednesday ko khila dain sab theek hoga.
      Aapke saath bhi meri wali situation hai marak guru ke saath ketu baith kar marak prabhav de raha hai.guru opper se ucch kaa bhi hai,isliye pareshaani jyada aa rahi hai .
      Anyways agli Dasha venus ki hai income house mai hai isliye tension naa lo.

    • @pracheejaiswal1159
      @pracheejaiswal1159 Před rokem

      @@astroabhi1631 meri marriage life toh divorce pahuch gai ab paise kya krogi 😌 sb khtm ho gya

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem

      @@pracheejaiswal1159 divorce hua toh nahi naa,agar nahi hua toh aapki marriage Bach jaayegi, divorce ki naubat isliye aayi ki guru aur ketu ki 5th dristi aapki 7 house pe jaa rahi hai,aur ketu ki mahadasha chal rahi hai,agar 6 month aapne nikal diye toh yakin maaniye aapki marriage life safe honjaayegi.

    • @pracheejaiswal1159
      @pracheejaiswal1159 Před rokem

      @@astroabhi1631 divorce nhi hua 6 ho gye shaadi ko or 5 saal se separation Mai hu samne wala meri koi baat manne ko tiyar nhi ho rha mere husband ne 2018 divorce cases lgaya tha pr court ne 6 months cases dismiss kr diya

    • @pracheejaiswal1159
      @pracheejaiswal1159 Před rokem

      Shukr ki mahadasha lgte se marriage life thik hone lgegi

  • @rajeshjaggi3583
    @rajeshjaggi3583 Před rokem

    Meri behan ka vrishbh lagan h

  • @SameerNamdev-ch7hi
    @SameerNamdev-ch7hi Před 2 měsíci

    Karak akarak bakbas hai meri mesh lagn ki kundli hai ketu nine hause me dhanu rasi hai me hai guru bhi achha hai barbad ker diya ketu ne apni mahadasa me budh akarak hai fir bhi bahut kuch diya

  • @rajeshjaggi3583
    @rajeshjaggi3583 Před rokem

    Ketu ki mahadasha ne to nichod dia tha pura

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +1

      Ji bilkul,lakin ek baat aap ne note ki hogi ki ketu mahaeaj apne praye ki pehchan kara deta hai,bure waqt mai kaun aapke saath hai aur kaun durr iski pehchan karata hai,isliye kharab dasha hote hue bhi mujhe accha laga ki ye mahadasha aayi,baaki sabhi ko sukh chahiye,lakin jeewan ki sachai sirf ketu dev hi dikhlate hain.

    • @kalpanakumari8566
      @kalpanakumari8566 Před rokem

      Ketu mhadásha khtm hue kitna time hua h plz btao kyuki meri ketu mhdsha khtm hue 2 month ho gye abi bi bhaut bura haal h

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +1

      @@kalpanakumari8566 dekhiye yadi aapka venus lagnesh hai yaa yogkarak toh bhi samay accha hone mai time lagta hai, grah koi jaadu nahi karte,dheere dheere sab kuch theek karte chalte hain,aur.jab sab theek ho jaata hai toh aapko dhyan bhi nahi rehta bure samay kaa
      Isliye keep patience.
      Ek bacche ko bhi paida hokar apne paron pe khara hone mai 1 saal lag jaata hai,isliye apne acche grah ko thora time dain,aur positivity rakhain,nirash naa hoon.

    • @kalpanakumari8566
      @kalpanakumari8566 Před rokem

      @@astroabhi1631 lekin ketu mhadsha n itna bura haal kr rkha h ki paitence to rkh hi nhi skte bilkul

    • @astroabhi1631
      @astroabhi1631  Před rokem +1

      @@kalpanakumari8566 ab aap batao aap bhukhe ho aur aapke samne 4 roti rakhi ho toh kya aap 4roti ek saath kha loge ya 1 1 roti ko tor tor kar dheere dheere.Isliye patience rakho sab theek hoga,positivity bhi jyada jaroori hai.

  • @sudeeppandey585
    @sudeeppandey585 Před rokem

    Sap itne gyani h boliye to apni b kundali bejhe ...kya pata aap ke hi gyaan ke prakash se jeevan sudhar jaaye