Noha 2024 | Ameer Hasan Aamir | Charag E Hussain | Title Noha 2024 | Noha Imam Hussain (a.s)

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 27. 06. 2024
  • Nohay 2024 | Ameer Hasan Aamir | Charag E Hussain | New Noha 2024 | Title Noha 2024 | New Noha Muharram 2024
    #noha2024 #newnohay2024 #nohay #ameerhasanamir #muharram2024
    🎞V I D E O I N F O🎞
    ►Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir
    ►Poet - Kumail Jafri
    ►Chorus - Rizwan Mirza & Team
    ►Year - 2024/1446 Hijri
    ►Audio - ODS (Audio Mix & Master Omar Quraishi)
    ►Edit by - Azmat Hyder
    ►Video - ‪@AzadariChittora‬
    ►Production - AHA Records
    ►LYRICS:-
    Charag E Hussain*2
    Pehli Huwi Hain Khushbuen Baghe Hussain Ki
    Har Simt Roshni Hai Charag E Hussain Ki
    Charag E Hussain*2
    Charag E Hussain*4
    1) Yeh Woh Charag Jise Sheh Ne Aagahi Di Hai
    Isi Charag Ne Duniya Ko Roshni Di Hai
    Isi Charag Ne Gul Hoke Sham E Ashura
    Hussaniyat Ke Iradon Ko Zindagi Di Hai
    Charag E Hussain....*4
    2)Isi Ke Noor Se Duniya Yeh Jagmagayi Hai
    Hayat Shamsh o Qamar Ne Isi Se Payi Hai
    Dayar E Zulm Se Hur Is Taraf Jo Aaya Hai
    Isi Charag Ke Lou Hur Ko Kheench Layi Hai
    Charag E Hussain...
    Charag Jalta Hai ×2
    Hussaniyat Ka Jigar Me Charag Jalta Hai
    Shaour O Fikr O Nazar Me Charag Jalta Hai
    Kabhi Namaz Ki Surat Kabhi Aza'n Banke
    Khuda E Paak Ke Ghar Me Charag Jalta Hai
    Charag E Hussain....*4
    3)Yeh Baat Haq Hai Ke Noor E Tahoor Isme Hai
    Tajalliyat Raheem O Ghafoor Isme Hai
    Har Ek Shaks Ise Dekh Hi Nahi Sakta
    Jo Koh E Toor Pe Chamka Woh Noor Isme Hai
    Charag E Hussain*4
    4) Shumar Iska Hai Mabood Ke Nageenon Me
    Isi Ki Aag Hai Maulaiyon Ke Seenon Me
    Isi Charag Se Hai Raunaq E Azadari
    Yehi Charag To Roshan Hai Sheh Nasheenon Me
    Charag E Hussain *4
    Har Ek Sadi Ki Sada - Hussain Zindabad
    Bayaz E Dil Pe Likha Hai - Hussain Zindabad
    Payambaron Ne Kaha - Hussain Zindabad*3
    5) Kabhi To Surat E Besheer Me Hai Muskaya
    Bana ye Seenae Akbar Sina Ka Phal Khaya
    Hussain Banke Yehi Noor Baad E Ashura
    Quran Padhte Huwe Bar Sare E Sina Aaya
    Charag E Hussain*4
    6) Khusha Naseeb Jo Hamko Mili Hai Karbobala
    Hussaniyon Ke Liye Zindagi Hai Karbobala
    Jise Yeh Saara Zamana Salam Karta Hai
    Usi Charag Se Roshan Huwi Hai Karbobala
    Charag E Hussain *4
    Sune Yeh Saara Zamana - Wafa Hussain Se Hai
    Hamari Quld Ka Har Raasta Hussain Se Hai
    7)Dar E Hussain Pe Har Shaqs Ja Nahi Sakta
    Hisaar E Noor Me Iske Woh Aa Nahi Sakta
    Hussain Ibne Ali Ne Ise Jalaya Hai
    Ise Koi Bhi Yazeedi Bujha Nahi Sakta
    Charag E Hussain*4
    Noor Iska Chupa Nahi
    Har Ek Ko Dikha Nahi
    Dushman Ko Mila Nahi
    Zalim Se Bujha Nahi
    Charag E Hussain*4
    9)Yazidiyat Ke Andheron Ko Maarne Wala
    Yehi Hai Dasht Me Hal Min Pukar Ne Waala
    Shahadaton Ko Ziyada Baar Kardiya Isne
    Yehi Hai Joun Ki Surat Nikarne Wala
    Charah E Hussain*4
    9)Dua Hai Phoolta Phalta Rahe Charagh E Hussain
    Hawae Zulm Kuchalta Rahe Charag E Hussain
    Faqat Yehi Hai Dua E Kumail O Aamir Ki
    Aza Ki Shakl Me Jalta Rahe Charag E Hussain
    Charag E Hussain×2
    Mera Imam Hussain
    Mera Kalam Hussain
    Hai Subho Sham Hussain
    Tumhara Naam Hussain
    ==============================
    Get Connected With Ameer Hasan Aamir -
    Facebook / ameerhasanaamirofficial
    Instagram / ameerhasanaamir
    Spotify open.spotify.com/artist/0Ohzy...
    YT Music / ameer hasan aamir - topic
    ==============================
    *********************
    ➾Copyright Announcement for AHA Records
    All content, music compositions, and recordings produced under AHA Records, owned by Ameer Hasan Aamir, are protected by copyright law. Unauthorized reproduction, distribution, or public performance of these works is prohibited without explicit permission from AHA Records. Ameer Hasan Aamir will not be held responsible for any unauthorized use of his copyrighted materials. Thank you for respecting the creative rights of AHA Records.
    Copyright © AHA Records. All Rights Reserved.
    ➾Notice: Graphics Copyright
    All graphics, designs, and visual content produced by DS Graphics are protected by copyright law. Unauthorized use, reproduction, or distribution of these materials without explicit permission from DS Graphics is strictly prohibited. DS Graphics holds the exclusive rights to all creative works produced under its name. For inquiries regarding licensing or use of our copyrighted materials, please contact DS Graphics directly. Thank you for respecting our creative rights.
    Copyright © DS Graphics. All Rights Reserved.
    -----------------------------
    Thank You for your precious time.
  • Hudba

Komentáře • 205