Noha Shabihe Payambar Akbar || SM Naqi || Anjuman E Al Zulfiqar || New Noha 2021 / 1443

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 17. 09. 2021
  • Shabihe Payambar Akbar (as) | Mola Ali Akbar (as) New Noha 2021
    Venue: Masjid O Imambargah Ameer Ul Momineen (as)
    Location: Sector 5-D Surjani Town - Karachi, Pakistan
    Date Time: 5 September 2021 / 25 Muharram 1443
    Organized by: Marhoom Asad Ali Wa Pisran
    © 2021 92ProductionPvt. All rights reserved
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    For Advertisement Or Sponsorship Contact Us:
    1: On Our Facebook Page (Link Given Below)
    2: Email: 92ProductionPvt@gmail.com
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    Connect With 92ProductionPvt
    CZcams: bit.ly/92ProductionPvt
    Facebook: / 92productionpvt
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    Connect With Syed Shafquat Ali Bukhari
    CZcams: bit.ly/SyedShafquatAliBukhari
    Facebook: / syedshafquatalibukhari
    Instagram: / syedshafquatalibukhari
    Twitter: / syed_shafquat1
    I Hope You Like This Video If You Like '' SUBSCRIBE '' and Share For More Videos Thank You
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    ●Graphics Section ©
    Copying of all Other Social Media Graphics Work Which Included Posters , Banners , Flyers & Logo's are registered under 92 Creative © Under Section Copyright Content Act.92 Production Pvt will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues.
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    NOTE: This Content/Video Is Totally For Educational Purpose. In This Video We'll Try To Discuss About The Noor/Light Of Prophet Muhammad (Pbuh) And Guide People To Do Good Deeds. If You Have Any Copyright Issue Or Any Other Issue Regarding Our Channel/Video Or If You Want To Give Us Your Important Feedback, Please Feel Free To Contact Us On Our Facebook Page (Link Is Above) Or Email Us At Our Personal Email Address: 92ProductionPvt@gmail.com
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
    ●▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬●
    #SmNaqi #AnjumanEAlZulfiqar #ShabihePayambarAkbar #MolaAliAkbarNoha #SyedShafqatAbbasBukhari #SyedShafquatAliBukhari #Zulfiqar #92RECORDS #ShahadatImamSajjad #MolaSajjadNoha #AshraMajalis #92ProductionPvt #MuharramMajlis #TodayLiveMajlis #Allama #Maulana #NadeemSarwar #SyedBadshah #ShafquatBukhari

Komentáře • 11

  • @razahusain5163
    @razahusain5163 Před rokem +4

    Shabeeh e payambar akbar
    Zibaah pa maidaan
    Ye sibt e payambar ki laila ki kamaayi hai
    Kya maadar e akbar ne takdeer ye paayi hai
    Khaymo me bapa matam,
    Ai mere jawa akbar
    Ziba paa maidaan.
    wo naazo ka paala hai atthaara baras waala
    Zainab ka dulara hai atthara baras waalaa
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawan akbar
    Zibaa pa maidaan
    Socha bhi na tha maa ne ye din kabhi aaega
    Marne k liye akbar maidan me jaaega
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    Khaaega kaleje par jis waqt sina akbar
    Ye teri khabar sunke mar jaaegi maa akbar
    Khai mo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    Jaata hai jo maqtal me wapas wo nahi aata
    Taqdeer dikhaaye na akbar ka kahi laasha
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawan akbar ziba pa maidn
    Akbar teri shaadi ka armaan tha khwahar ko
    Poshaakh shaahani wo pehnaaye baradar ko
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawan akbar,ziba pa maidn
    Teere hai nakahat hai aur sibt e payambar hai
    Farzand ki mayyat hai aur sibt e payambr hai
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawan akbr ziba pa maidn
    Phir kaun bachaega karti thi buka madar
    Cheenenge laeen aake jab sar se mere chaadar
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    Akbar ne dam e rukhsat jeene ki duaaen li
    Aur kaapte haatho se zainab ne balaaye li
    khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    Beta na kisi ka yu mar jaae jawaani me
    Matam ki sadaaye hai darya ki rawaani me
    khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    zehra ki inayat hai padhta hai naqi nauha
    Ham shakl e payambr ka shabbir ko hai pursa
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    miljaaye jo akbar ki tehreer mujhe mehshar
    Din raat padhu nauha ye khaakh pe sar rakhkar
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan

  • @Zad-t4l
    @Zad-t4l Před 8 dny

    SubhanAllah
    Hard work good noha

  • @kaneezfatima8877
    @kaneezfatima8877 Před 9 dny

    MashaAllah Khuda aap ko aabad rakhe...

  • @adnanahmed5007
    @adnanahmed5007 Před rokem +2

    Mashaall Kya awaz hy naqi bhai ki 🥰

  • @syedyawarabbaszaidi4599
    @syedyawarabbaszaidi4599 Před 2 lety +2

    Jeetay rho Naqi bhai. Mola a.s.salamat rakhain aapko.Ameen

  • @adnanahmed5007
    @adnanahmed5007 Před rokem +1

    Nashallah Kya awaz hy naqi bhai ki 🥰

  • @HussainManzarUnofficial
    @HussainManzarUnofficial Před 2 lety +2

    Hay Ali Akbar , Wawailaa

  • @xanaxyt696
    @xanaxyt696 Před rokem +3

    Shabeeh e payambar (pbuh) akbar (as)
    Zibaah pa maidaan
    Ye sibt e payambar (pbuh) ki laila ki kamaayi hai
    Kya maadar e akbar( as) ne takdeer ye paayi hai
    Khaymo me bapa matam,
    Ai mere jawa akbar (as)
    Ziba paa maidaan.
    wo naazo ka paala hai atthaara baras waala
    Zainab (sa) ka dulara hai atthara baras waalaa
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawan akbar (as)
    Zibaa pa maidaan
    Socha bhi na tha maa ne ye din kabhi aaega
    Marne k liye akbar maidan me jaaega
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar (as)
    ziba pa maidan
    Khaaega kaleje par jis waqt sina akbar (as)
    Ye teri khabar sunke mar jaaegi maa akbar (as)
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar (as)
    ziba pa maidan
    Jaata hai jo maqtal me wapas wo nahi aata
    Taqdeer dikhaaye na akbar (as) ka kahi laasha
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawan akbar(as)
    ziba pa maidn
    Akbar (as) teri shaadi ka armaan tha khwahar ko
    Poshaakh shaahani wo pehnaaye baradar ko
    Khaimo me bapa matam
    Ai mere jawan akbar,(as)
    ziba pa maidn
    Teere hai nakahat hai aur sibt e payambar(pbuh) hai
    Farzand ki mayyat hai aur sibt e payambr(as) hai
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawan akbr (as)
    ziba pa maidn
    Phir kaun bachaega karti thi buka madar
    Cheenenge laeen aake jab sar se mere chaadar
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar(as)
    ziba pa maidan
    Akbar(as) ne dam e rukhsat jeene ki duaaen li
    Aur kaapte haatho se zainab (sa) ne balaaye li
    khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    Beta na kisi ka yu mar jaae jawaani me
    Matam ki sadaaye hai darya ki rawaani me
    khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar(as)
    ziba pa maidan
    zehra (sa) ki inayat hai padhta hai naqi nauha
    Ham shakl e payambr( pbuh) ka shabbir ko hai pursa
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar(as)
    ziba pa maidan
    miljaaye jo akbar (as) ki tehreer mujhe mehshar
    Din raat padhu nauha ye khaakh pe sar rakhkar
    Khaymo me bapa matam
    Ai mere jawa akbar ziba pa maidan
    Pray for aman ali

  • @zakirasyedaraajzahranaqvi3654

    Haye

  • @shortsstatus6889
    @shortsstatus6889 Před rokem +1

    Ye studio version hai ap k pas?

  • @user-gl3tz8mb5w
    @user-gl3tz8mb5w Před rokem +1

    Bhai plz Mujhai is anjuman ka number send kare 😢😢