Kheema with oats easy and healthy delicious recipe

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 10. 09. 2024

Komentáře • 27

  • @ubaidzeenu9681
    @ubaidzeenu9681 Před rokem +1

    JazakAllahu khair behen... pure CZcams pe sirf aapki hi recipe hai kheema with oats.... Or maine 4 tyms banayi hun.. always taste was tooo tooo good... Aise hi unique recipes banayiye aap plzzz... mujhe aapke saare recipes easy dikhte Mere ammi jaise banate same... I'm in dubai now.. sab aapke recipes try karti main.. comment nai ki kabhi aaj aise feel hua aaj bhi main banayi oats toh yaad aaya aapko bolne bolke ki... Once again thanks sister.. May Allah bless you alot...

    • @mykitchentastydishes
      @mykitchentastydishes  Před rokem +1

      Jazakallah khair recipe try karne ki leye mere dosre bhi recipes ku follow karye app ku pasand ayege inshallah

    • @ubaidzeenu9681
      @ubaidzeenu9681 Před rokem

      @@mykitchentastydishes Main aapke bahot saare recipes try karchuki hun sis

  • @mohammedyounus4608
    @mohammedyounus4608 Před 5 lety +2

    Maasha Allah bahoth tasty recipe hai. Aapney jo OATS ko pani mein rakhe they. Banathey waqt kya wo pani pheynk dena hai ya KHEEME mein add kardena hai??? Please reply zaroor Karein. Jazzak Allah

  • @raheenjaweed
    @raheenjaweed Před 2 lety

    MashaAllah.v nyc.ill try Insha Allah.zaroor

  • @syedmuneer3386
    @syedmuneer3386 Před 3 lety

    As Salaamu A laikum Rahmatullahi wa barkat hu mohtrama bahot hi achchi hai ye recipe pls pls mujhje itna bata dijye jitni QUANTITY aap ne ingredient ki batayi hai wo to BIL KUL reasonable hi hai phir bhi mujhe aisa karne ki zaroorat hai kabhi half karke banasakte jaisa ke kheema 200 gram hai is ko 100 ya 125 graam waghera waghera

  • @syedmuneer3386
    @syedmuneer3386 Před 3 lety

    As Salaamu Alaikum
    Bahot hi Umda Recipe batai hai aap ne is me kheema 50 gram badh jaye to koi masla hoga kya itna batadijiye

  • @eramfathima8167
    @eramfathima8167 Před 4 lety +1

    Mash Allah

  • @mohdzayanali5079
    @mohdzayanali5079 Před 5 lety +1

    wah muh mai pani aagaya

  • @zainabali6427
    @zainabali6427 Před 5 lety

    Can i use haleem ka rava instead of oats... if yes then what is the procedure... Well ur receipe looks yumm😋

  • @breeze1183
    @breeze1183 Před 4 lety

    Mutton ka kheema hai ya CHICKEN ka kheema ?

  • @shamalkhan6753
    @shamalkhan6753 Před rokem

    Mam are you haydrabaadi

  • @zarinkhan1857
    @zarinkhan1857 Před 2 lety

    Allah bless u 💖

  • @breeze1183
    @breeze1183 Před 4 lety

    Same ingredients hai chicken ka b aisitch banana it tastes like harees, mayi b same aisitch banati laykin mayi thodey aur masaley add karti hun .

  • @shaguftaselia8
    @shaguftaselia8 Před 4 lety

    Oats wash karte hain ya nahi

  • @faheemunnisa7369
    @faheemunnisa7369 Před 3 lety

    Mashallah

  • @DeepOceanworld1234
    @DeepOceanworld1234 Před 5 lety

    Very nice recipe 😙

  • @arjunsharma8816
    @arjunsharma8816 Před 5 lety

    Hindi bahut behtarin hai maam apki

  • @fatimahadi4866
    @fatimahadi4866 Před 5 lety

    Aap Hyderabad se hai Kya ????
    Kheema oats new style will try In Sha Allah

  • @farhaanshareef5452
    @farhaanshareef5452 Před 5 lety +1

    Aap achari chicken kab banaoge bajii mein wait karrahi hoon

  • @ilovemyindia9585
    @ilovemyindia9585 Před 5 lety

    Nice 👍👍👍👍