Marg-e-Nagihaan - Jaun Elia

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 11. 09. 2024
  • yehJaun Elia ka aik marsiya hai ya nauha hai ya aik rasaai nazm hai. jisy urdu adab mein Haali kay marsiye kay saath milaya ja sakta hai, meyaar kay lihaaz se...Jaun ne yeh rasai nazm pehlay apny chacha ki wafaat par likhi phir baad mein kuchh radd o badal kay saath Hakeem Saeed Shaheed ki nagihaani maut par yeh nazmm Jang akhbaar mein shaé hui. Professor Tahyyur Nafsi likhty han:ab yeh urdu adab kay ehl-e-Zauq aur shairi kay saahiban-e-nazar ka kaam hai ke woh Maulana Haali kay "Marsiya-e-Ghalib" aur Jaun Elia ki mukammal rasaai nazm "Marg-e-Nagihaan"ka shaaerana se muatlea aur shairana nazar se jaaeza len." Hakeem sahab tib-e-yunan mein bhi maharat rakhtay thay. isi wajah se talmeehat aap ko yunan, falsafa, tib, hindustan-o-pakistan, arab, iran, mantaq, nafsiyat aur tasavvuf se muta´lliq milengi...

Komentáře • 19

  • @amanabbas7875
    @amanabbas7875 Před 7 lety +5

    eid ka din hai aur ham ye sun rahe hain.....

  • @shaidershaider2029
    @shaidershaider2029 Před 10 lety +4

    jaun Elia saab blong to my native place...RIP jaun sir.................u still alive in ur poetry

  • @wandering_dervaish
    @wandering_dervaish Před rokem

    Wah . Never heard jauns such poem

  • @brethart91
    @brethart91  Před 14 lety +1

    thank you Shahid, itna openly jhooT nahin bolna chahiye. ; ) insaan sanbhal kar hi keh deta hai kuchh ... thanks alot...

  • @brethart91
    @brethart91  Před 14 lety +1

    Yes it was at first written by Jaun at a very young age on the sudden death of his uncle. And on the death of Hakim Saeed Sahib some verses of this Nauha were published in JANG with some differences... thank u for your comment anyway...

  • @ayazmehmood9220
    @ayazmehmood9220 Před 8 lety

    wow poetry... juan elia is a jewler of poetry thanks for uploading

  • @ismailraaz5681
    @ismailraaz5681 Před 8 lety +3

    daad o teheen ka ye shor hai kiyu'n
    ham to khud se kalaam kar rahe hai'n
    poet.... jaun elia

  • @Urdulife
    @Urdulife Před 15 lety

    Wah, Bhoot khob parha he app ne, Taaruf inayaat kijye apna.

  • @shuaibkaleem43
    @shuaibkaleem43 Před 3 lety

    Abba😓😓

  • @wandering_dervaish
    @wandering_dervaish Před rokem

    Whose voice? It's beautiful

    • @brethart91
      @brethart91  Před rokem

      Thank you for your kind comment. My name is Mudabbar and I recorded this poem a long time ago. I have created another channel for my poetry recitations. Please check it out:
      czcams.com/channels/au7Z4JJzwlTFWv27KB4lkg.html

  • @zamanmohdkhan3814
    @zamanmohdkhan3814 Před 3 měsíci

    Please @khair share the reference

  • @arslanshabir4986
    @arslanshabir4986 Před 8 lety

    waH waH waAH
    jauN eLia
    ZZzzzindddaaaaa
    Baaaaad

  • @saifansari9447
    @saifansari9447 Před 7 lety

    hmm

  • @aqeel1000
    @aqeel1000 Před 15 lety

    zameen kha gaye kese kese