Salam - Bibi Zainab A.S - Nana Teri Zainab lut key aa gayee hai

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 1. 05. 2009
  • Salam recited by Sohail Raza at the house of Imran Naziri in Sydney
    Nana Teri Zainab lut key aa gayee hai
    Kalam: Rehan Azmi

Komentáře • 42

  • @nasrinfatma3830
    @nasrinfatma3830 Před 2 lety

    Bahut purdard Salam jazakallah

  • @9290110
    @9290110 Před 12 lety +5

    Subhan Allah Mola a.s Salamat rakhay Koi Gham na day Siwae Gham-e-Hussain as. k

  • @hasanhaider9597
    @hasanhaider9597 Před 4 lety +2

    Hay😭😭😭😭😭😭😭💔💔💔💔💔💔💔💔💔 alajal ya imam e zamana

  • @razakazmi3489
    @razakazmi3489 Před rokem

    Mashallha..behtreen pursa

  • @haniabatool8600
    @haniabatool8600 Před 3 lety +2

    Bibi paak apny apny bhai bachon k sadqy aapka pursa qabool karen .

  • @murtuzaali2743
    @murtuzaali2743 Před 7 lety +5

    moula ali a.s salamath rakhe apko

  • @beajutt6409
    @beajutt6409 Před 8 lety +4

    ya Ali madad....
    very nice salam

  • @asgarabbas6901
    @asgarabbas6901 Před 8 lety +4

    Jeo imam Hussain a.s ke chahne waalo

  • @hinarizvi4762
    @hinarizvi4762 Před 6 lety +6

    Masha Allah bahot he dard ke sath pada aapne

  • @alveenasajjad6543
    @alveenasajjad6543 Před 3 lety +1

    💔💔💔💔Nana teri zainab lut k agai hai 😭😭😭😭😭

  • @zaheerk1719
    @zaheerk1719 Před 6 lety +4

    Mola salamat rakhe

  • @citymar
    @citymar Před 11 lety +5

    JazakAllah Sohai Sahib!

  • @asmatrizvi487
    @asmatrizvi487 Před 3 lety +1

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 labbaik ya hussain

  • @rahibanazim1355
    @rahibanazim1355 Před 3 lety +7

    Nana teri Zainab (sa) lut kay aagai hai
    Darbaron main bazaron main tere deen ki aan bacha gai hai
    Yeh neel rasan kay shanon par,
    Yeh khak e bala mere balon par
    Nana meri hasti khak bana gai hai
    Nana teri……………………………..
    Halqe jo pade hai aankhon main
    Khoon roti rahi hun rahoon main
    Nana ab aankh meri pathra gai hai
    Nana teri………………………………....
    Yeh khoon kay cheente chadar par
    Lipti thi main lashe Akbar (as) par
    Nana Ik barchi dil mera kha gai hai
    Nana teri……………………………….
    Kanton peh kabhi angaron main
    Main chal kay gaye bazaron main
    Nana yun mujh peh zaeefi cha gai hai
    Nana teri………………………………
    Ik rassi main 12 thay gale
    Bazu bhi pase gardan thay bandhe
    Nana ummat yeh qamat dha gai hai
    Nana teri……………………………………
    Need aati thi na jis bachchi ko
    Kahti thi phuphi ab ghar ko chalo
    Nana zijdan ki zameen use bha gai hai
    Nana teri………………………………
    Do lal fida bhai peh kiye
    Bhai peh rida bhi ki sadq e
    Nana Zainab (sa) ki rida kaam aagai hai
    Nana teri.............................................

  • @shiffagirl5610
    @shiffagirl5610 Před 2 lety

    Nice salam geo

  • @akrarhusain7652
    @akrarhusain7652 Před 5 lety +3

    Mashaallah mashaallah

  • @safiabbas9355
    @safiabbas9355 Před 5 lety +4

    Mashallah

  • @asmatrizvi487
    @asmatrizvi487 Před 3 lety +2

    Mashaalla ☺

  • @TheKaunainfathima
    @TheKaunainfathima Před 13 lety +5

    very nice salam....mashallah

  • @latifchangezi8135
    @latifchangezi8135 Před 9 lety +3

    Mashalla

  • @sayyadvasiabbas2048
    @sayyadvasiabbas2048 Před 2 lety +3

    (Salam)
    Nana teri Zainab (sa) lut kay aagai hai Darbaron main bazaron main tere deen ki aan bacha gai hai Yeh neel rasan kay shanon par, Yeh khak e bala mere balon par Nana meri hasti khak bana gai hai Nana teri…………………………….. Halqe jo pade hai aankhon main Khoon roti rahi hun rahoon main Nana ab aankh meri pathra gai hai Nana teri……………………………….... Yeh khoon kay cheente chadar par Lipti thi main lashe Akbar (as) par Nana Ik barchi dil mera kha gai hai Nana teri………………………………. Kanton peh kabhi angaron main Main chal kay gaye bazaron main Nana yun mujh peh zaeefi cha gai hai Nana teri……………………………… Ik rassi main 12 thay gale Bazu bhi pase gardan thay bandhe Nana ummat yeh qamat dha gai hai Nana teri…………………………………… Need aati thi na jis bachchi ko Kahti thi phuphi ab ghar ko chalo Nana zijdan ki zameen use bha gai hai Nana teri……………………………… Do lal fida bhai peh kiye Bhai peh rida bhi ki sadq e Nana Zainab (sa) ki rida kaam aagai hai Nana teri.......................................

  • @tarannumfatma2317
    @tarannumfatma2317 Před 3 lety +1

    MashaAllah

  • @sayyedmenoor7493
    @sayyedmenoor7493 Před 2 lety

    😭😭😭😭😭

  • @kazimshah808mafia3
    @kazimshah808mafia3 Před 4 lety +2

    😭😭😭😭

  • @cookingwithasamadi263
    @cookingwithasamadi263 Před 2 lety

    😭😭💔💔💔

  • @maqsoodraza1711
    @maqsoodraza1711 Před 3 lety +1

    Salam

  • @chaudharyzakir9359
    @chaudharyzakir9359 Před rokem

    માશાઅલ્લાહ 😭 મૌલા સલામત રાખે

  • @badaltidunyanewsan706
    @badaltidunyanewsan706 Před 2 lety

    Nice

  • @alirizvi9674
    @alirizvi9674 Před 3 lety +1

    Mashallah bhaji

  • @zaheerk1719
    @zaheerk1719 Před 6 lety +3

    hae hae

  • @Ayz993
    @Ayz993 Před 3 lety

    Bhai Marshall all salamat rakhe

  • @jumailazahra7727
    @jumailazahra7727 Před 5 lety +3

    can I have a link to download the mp3 version of this kalam?

  • @aimasyed9933
    @aimasyed9933 Před 9 lety +6

    What's the name of this noha and who is it by?

    • @sohailrazarizvi
      @sohailrazarizvi  Před 9 lety +2

      This noha was orignally recited by Nasir Hussian in 90s and Poet is Rehan Azmi.

  • @murtuzaali2743
    @murtuzaali2743 Před 7 lety +3

    moula ali a.s salamath rakhe apko