AYE BIBI SAKINA S.A AYE BIBI SAKINA S.A DUA E MUNAJAT.BY S.RAHNUMA RIZVI

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 11. 07. 2020
  • #AYEBIBISAKINA#SRAHNUMA#MUNAJAT
    • AYE BIBI SAKINA S.A AY...
    This video is related to prayers to bibi Sakina sa to save everyones life and escape from problems and diffculties. and bad evils.
    kalam. janab shaher arshi badagaon
    Lirics::
    Sakawat ka dariya hai baba tumhara ai bibi sakina 2
    Hame mushkilo se bachalo ai bibi tadapte hai. Hamko sambhalo aai bibi
    Saro se musibat ko talo ai bibi
    hame mushkilo se bachalo ai bibi
    Sawali hai dar pe tumhare zamana ai bibi sakina 2
    Tumhe wasta hai tumhare pidar ka
    Shabihe payambr ke zakhmi jigar ka
    Woh nauke sena pr shahido ke sar ka
    Hawa jise shiyo ko apne bachana
    ai Bibi sakina 2
    jo maqruz hai karz unka ada ho
    jo bimar hai Bibi unko shifa do
    jo be jurm kaidi ho unko shifa do
    jo makhruz hai karz unka ada ho
    shifa ki sanad hai tumhara zamana
    ai Bibi sakina 2
    tamnna hai ruze pe apne bula lo
    hame apni turbat ki ziyarat kara do
    jigar sabka zakhmi hai marham laga do
    tamnna hai ruze pe apne bula lo
    sawli hai dar pe tumhare zamana
    ai Bibi sakina 2
    Hai rangeen khoo se tere hosh ware
    Tumhe zalimo ne tamache hai mare
    Woh shane kataye hai dariya kinare
    hai rangeen khoo se tere goshvare
    sifarish uni se saher ki karana
    ai Bibi sakina 2
    for more lirics watch the video

Komentáře • 87