Ram Ke Mandir Mein Lagao Murati | Sanju Sharma | Shyam Baba & Siya Ram Bhajan | Sanware Ki Mehfil |
Vložit
- čas přidán 9. 01. 2024
- BHAJAN- Ram Ke Mandir Mein Lagao Murati Baba Shyam Ki
SINGER- Sanju Sharma Uncle Ji
LYRICS- Shri Jay Shankar Chaudhary (Banwari Ji)
MUSIC- Kanhaiya Bhaiya
DARBAAR- Sanware Ki Mehfil
VIDEO - 35mm & Shyam Rangila Kolkata(COPYRIGHTS)
PLACE- Kolkata
Sanju Sharma Uncle ka Naya Bhajan
New Bhajan of Sanju Sharma
Pehli baar darbaar me gaya ye bhajan Sanjay Uncle ne.
Aaap sab sune aur like share subscribe kiye bagair na jaye
Jai Shree Shyam
Jai Shree Ram
Bhajan Lyrics
Hai tamanna hum bhagton ki
Aage marzi ram ki
Ram ke mandir me laga do
Murti Baba Shyam Ki
Aaj danka baj raha hai sanware ke naam ka
Ram ke mandir me lagegi maati khatudham ki
Ram ke mandir me gunje jaikare shree shyam ke
Itni ijjat honi chahiye iske sheesh ke daan ki
Mandir me logon ko darshan dono ke ek saath ho
Aarti ek saath utare ram ki aur shyam ki
Ram dekho iss kalyug me shyam ban kar aaye hai
Banwari aisi ho charcha khatu ke mehmaan ki
For Live/D Live Bhajan and Kirtan
Contact Shyam Rangila Kolkata (8910239458)
#shyamrangilakolkata #bhajan #ardaas #kirtan #shyambaba #shyambababhajan
#mayankagarwalkolkata #darbaar #kirpa
#ram #ayodhya - Zábava
Jai Shree Shyam 🙏
Jai Sri ram
Ismai bhajn mai mree jan bastee hai