Honda shine spark plug shot problem solve ?

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 7. 09. 2024
  • #honda #shine #oil #piston #valve #trendingvideo #viralvideo
    Aapko aaj is video me bataya gya hai ki . Honda cb shine ka plug shot problem solve kaise kare . Honda shine ka engine oil drain problem solve kaise kare . Aapne dekha ki humne kaise pehle sit open kiya phir dono side ka panel nikala phir humne petrol tanki nikala phir humne silencer nikala phir humne convert pipe nikala uske baad head ka top khola phir uske baad carburettor khola phir uske head kholne se pehle chain tesnar khola chain tesana isliye khola kyuki chain gair ko bahar nikalne se pehle chain dhila karna padta hai nahi to chain niche engine me gir jata hai tite rehne ke wajah se phir uske baad camshop ka pura set bahar liya phir head khol ke bahar liya uske baad head block khola aur bahar nikala phir uske baad piston ka lock nikala kapde se engine ko dhak ke kyuki lock engine ke ander na gir jaye isliye kapda lagaye phir diston bahar nikala uske baad aapko dikhaya ke kaise piston ka ring toot ke kharab ho gya tha aur valve jal gya tha to phir humne valve head , piston blok ko leth ke pass clean karne ke liye bheja aur phir aapke dikhaya kaise humne engine ko acche tarike se dhoke clean kiya convert ka pipe puri tarah kachra ke jaise jaam tha usko acche se clean kiya , piston ko dhoke ke acche tarike ke phir clean karke new jaise bana diya phir aapne dekha kaise kaise humne feet kiya pehle humne piston ka ring lagya 1 :• top compressor ring 2 :• center compressor ring 3 :• oil control ring
    Uske baad piston ko lock kiya crank me kapde se dhak ke phir phir new engine oil dala phir head me piston feet kiya . Phir new parking use kiya lohe ka . Phir humne head me valve feet kiya pehle wayser dala phir valve seel dala phir valve dala phir 2 spring dala phir upar wiser dala phir 2 chote cracher se lock kiya aise hi dono valve ko feet kiya phir uske baad head feet kiya phir upar camshaft ka pura set feet kiya uske baad chain gair lagaya phir chain paid lagya uske baad timing chain ko top pe rakha aur phir tesnar laga ke ke feet kiya phir uske baad head ka top lagya paking ke saath anabond laga ke phir uske baad converted pipe lagaya phir carburettor lagaya . Uske baad slutter cable ka wire lagaya . Uske baad silencer ka new parking lagaya uske baad acche se silencer geet kiya uske baad petrol tanki lagaya uske baad starter karke dekha ki engine oil upar chad raha hai ke nahi aapne top se bolt kholke dekha ki engine oil upar chad raha tha phir humne bolt tite kar diya phir humne pack kar diya phir humne dono side ka panel lagaya phir sit lagaya . Jaise ki aap video me dekh sakte hai
    Common maintenance
    Leth work
    New piston ring
    New valve sil
    New parking
    New oil
    Cleaning
    #‪@ShifaBikepoint‬
    #viralvideo
    #hondaunicorn
    #hondacity
    #hondashinebs6review
    #ytviralvideo
    #ytadviseofficial
    #mechanic
    #bikelover
    #bikemechanicrider
    #engineoilchange
    #engineoilfilter
    #trending
    More video link here 👇
    Bajaj ct100 smoke problme solve :• • Bajaj CT100 smoke prob...
    Apriliya vibration problem solve :• • Aprilia vibration prob...
    Mahindra rodeo starting problem solve :• • Mahindra rodeo startin...
    Rs200 battery drain problem solve :• • Rs200 battery drain pr...
    Jaise ke is video me bataya gya hai ki
    Honda cb shine plug shot problem solve
    Honda cb shine engine oil drain problem solve
    Honda shine plug shot problem solve
    Don't forget to subscribe to my CZcams channel
    PIz Like Comment Share And Subscribe My CZcams channel
    Keep watching and supporting

Komentáře •