2. Prophethood - Khatam-e-nabuwat - Aakhri nabi - Ummat mein ikhtilaaf - maulana ishaq urdu

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 17. 10. 2010
  • sun-224042005 - Prophethood - Khatam-e-nabuwat - Aakhri nabi - Ummat mein ikhtilaaf - biddat ka nuqsaan - prediction of Prophet Muhammad SAW in bible and torah - rasool SAW ki maddad karo -

Komentáře • 30

  • @leealexander2360
    @leealexander2360 Před 2 lety +3

    مولانا اسحاق پر اللہ کی رحمت ہواللہ انکے درجات بلند کرے اور رسول کی شفاعت نصیب ہو۔ انہوں نے ہمارے لئے تمام احادیث اور کتابوںکا مطالعہ کرکے صحیح باتیں ہم تک پہنچائیں اسکے لئے انہوں نے بڑی مخالفت بردشت کی مگر سچ اور صحیح بات ہم تک پہنچاگۓ۔اللہ سے دعا ہے کہ اللہ انہیں اسکی جزاۓ خیر سے نوازے

  • @aminpatel917
    @aminpatel917 Před 2 lety +1

    Allah aap jaise logon ka saya hum par salamat rakhay
    Aameen

  • @technical_earning_point
    @technical_earning_point Před 2 lety +1

    Jzaka Allah Allah ap ke darjat bulbs kare

  • @azeemiqbal2380
    @azeemiqbal2380 Před 2 lety

    Ilm ka samandar hay yaar Allah Qaroron Rahmatain Farmayen

  • @malik_x56svn
    @malik_x56svn Před rokem

    Geo geo

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +2

    @MaulanaIshaqURDU وَمَن يُطِعِ ٱللَّهَ وَٱلرَّسُولَ فَأُوْلَـٰٓٮِٕكَ مَعَ ٱلَّذِينَ أَنۡعَمَ ٱللَّهُ عَلَيۡہِم مِّنَ ٱلنَّبِيِّـۧنَ وَٱلصِّدِّيقِينَ وَٱلشُّہَدَآءِ وَٱلصَّـٰلِحِينَ‌ۚ وَحَسُنَ أُوْلَـٰٓٮِٕكَ رَفِيقً۬ا
    اور جو بھی اللہ کی اور اِس رسول کی اطاعت کرے تو یہی وہ لوگ ہیں جو اُن لوگوں کے ساتھ ہوں گے جن پر اللہ نے انعام کیا ہے (یعنی) نبیوں میں سے، صدیقوں میں سے، شہیدوں میں سے اور صالحین میں سے۔ اور یہ بہت ہی اچھے ساتھی ہیں۔
    yah to quran ki ayat hai

    • @mirali8526
      @mirali8526 Před 4 lety +1

      اللہ اور رسول کی ا طاعت۔ کرنے والے یہ نہیں کہا گیا اپنی اطاعت کروانے والے ۔۔۔ اور جو دنیا میں اللہ اور رسول کی اطاعت کرے گا۔ وہ جنت میں نبیوں شہیدوں صحلین کے ساتھ ہو گا۔ دنیا میں کوئی نیک شہید اور نبی ہو نے کا دعوہ نہیں کر سکتا

    • @ahadrehman8400
      @ahadrehman8400 Před 2 lety

      Ayat ka tarjuma acha khasa krty krty dandi mar gy hain janab ap luqman bhai. Jo Allah or us k Rasool SAWW ki ataat kary to wo un logun k sath hon gy jin par Allah ne inam kiya hai. Mery bhai repeat kr rha hun jo Allah or usky rasool SAWW ko ataat kry wo un logun k sath hon gy jin par Allah ne inaam kiya hai.. kin k sath hon gy Allah or usky Rasool SAWW ki ataat krny waly, Nabion k sath shuhada kay sath or saliheen k sath. Beshak yh yani k Nabi, shuhada or Saliheen bht hi achy sathi hain. Kamal krty ho apny tarjumy ka rabat dekho kahin bnta hai

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +2

    @MaulanaIshaqURDU jo main paish karu woh galat aur zaieef ? ibnai arabi.. imam abdul wahab sharani ..hazrat shaikh ahmad sahib sarhandi .moulana kasim sahib nanoutawe..shah waliulla sahib muhaddis dahlavi...naouzubilla yah tamam mufakkare deen in ki bat to mano mirza sahib AS ko galat kahna hai kahin magar yah khyal bhi to kare kai is deen kai paristaron ki zat par harf to nahi aa raha ..yah bhi islam sai taluk rakhte the yan aap ki nazar main mirza sahib nai in ko kaha tha kai is tarah likho.

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    (1)aik aur hadis-e-pak SAW .farmaya" aai ali RA jis tarah main khatamul anbia hun usi tarah tu khatamul owlia hai .yahan bhi zamani lihaz sai nahi balki martabi lihaz sai khatam hain :moulana kasim sahib nanotvi RA nai bhi tahzeerunnas main isi latif masla ko wazai kia hai ;so awam kai khayal main SAW ka khatam hona bain maina hai kai aap ka zamana anbia sabik kai bad aur sab sai akhare nabi hain .magar ahlai faham par roshan ho ga takadum wa takhui zamani main bilzat khuch fazilat nahi CON

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    @MaulanaIshaqURDU (2)jab kai ayat khatamman nabiyyen sanai hijri 5 main nazil hui ..to hazoor saw ko maloom tha kai sura ahzab nazil ho chuki hai phir yah farmana kai yaqinan sadiq nabi hota saf zahir karta hai kai ummat main ummati nabi aa sakte hain ........

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    @MaulanaIshaqURDU ;wohi to main bhi kah raha hun ki yahan to aap fazilat kai maina laite hain aur sura ahzab ki ayat 40 kai maina akhare kai late hain ..aik waqt main do maina nahi ho sakte ...wo hadis zaif ho sakte hai jo quran kai mafum sai takrae us ko chorna acha ..

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +2

    @MaulanaIshaqURDU kahan is hadis-e-pak main farmaya kai nabi kai hath ki bani masjid hai is lia khatam ... saf aur katai wazi ilfaz main hai kai martabai kai lihaz sai akhare masjid na kai zamani lihaz sai khatam ......zamani lihaz sai to khatam wo masjid ho ge jo akhare zamana main banai ...yahan to bahas nahi karte ? kiun ki baat wazai ho jate hai ..zamana main koi fazilat nahi ..martaba main hi fazilat hai ..

    • @ahadrehman8400
      @ahadrehman8400 Před 2 lety

      Yeh zamani or martabi lehaz ka farq ap ne kahan se lia? Kis hadees ki rooh se ap kh skty ho kya Rasool Allah ka farman hai koi k meri bat k 2 matlab lena ik zamani dusra martabi. Bhai yh apko apky baabon ne tashreeh di hai quran o sunnat ne nahi di. Khatam ka matlab hai k khatam bas. Is k hawaly se apko bht sari ahadees or quran ki sidhi sidhi ayaat milti hain jinn ki apni marzi ki tashreeh kar rhy ho ap log na k usy sidhy matlab se samjh rhy ho.
      Allah apko hidayat wala rasta dikhaye Ameeen

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    Hadhrat All (R.A.) says Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) said: "A time is soon to come when Islam will remain only by name, and the Qur'aan will exist only in words. People will erect large and beautiful Masjids, but these Masjids will lack guidance and be deserted. The worst creation below the skies will be the Ulama-e-Soo'. Great Fitna (evils) will emanate from them and they themselves will promote fitna and they will be the center of Fitna (Is he the one, you decide ?

    • @rayeesahmad6614
      @rayeesahmad6614 Před 2 lety

      This hadith is sahi along with the 30 liers who will come after Prophet

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    (1)@MaulanaIshaqURDU bhai maine tamam taqreer sunai hain .surah nisa kai jo maina aap samjhe hain us sai to shadat sadiqiat salhiat bhi band hote hai ..sahi muslim ki hadis-e-pak SAW wazai hai ::hazrat abu huraira RA sai rawaiyat hai .rasoola-e-khuda SAW nai farmaya min akhare nabi hun aur yah mere madina wali masjid akhare masjid hai ..kya matlab hai akhir ka ?""afzal"" zamani yan martabi lihaz sai ?martaba kai lihaz sai yahi matlab sura ahzab ki ayat ka hai .aur yahi maina arab main raij hai

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    (2)phir mukamai madha main walakin rasoollalahe wa khataman nabiyyen farmana kiun kar sahi ho sakta ? phir farmate hain bilfarz zamana nabvi SAW koi nabi paida ho to bhi khatamiyate muhammadi main kuch farak nahi aaiga .imam hazrat shaikh akbar maheyuden ibnai arabi(fatuhate maccia jild 2safa 3 main farmate hain yani woh nabuwat jis ka darwaza SAW par band hua hai woh siraf shariyat wale nabuwat hai .mirza sahib AS bhi to yahi farmate hain kai main koi nai shariat nahi laya na naya islam laya .

    • @ahadrehman8400
      @ahadrehman8400 Před 2 lety

      Qabil e ihtiram bhai guzarish hai k koi ik mustanad hadees ya quran ki koi ik ayat jis me likha ho k shariyat wali nabuwat ka darwaza band huwa hai bgair shariyat wali nabuwat ka nahi. Or Rasool Allah SAWW pe jibrael shariyat le k nazil hota tha ap k mirza sahab ka daawa k teechi teechi nam ka farishta ata ha wo kya le k ata tha??

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    moulana sahib khatam kai maina agar khatam kai hain to hazrat issa AS kis tarah bach gaye wafat sai ????? is ka jawab dain ..jab hamare nabi khatamul anbia SAW khatam in maino main huai kai aap kai bad nabuwat band to kis tarah hazrat issa AS bache ??? khatam kai kaina to khatam karnae wala hai na ??? nabuwat ki mohar aap torte hain yan hum??? mirza sahib ummati nabi hain jab kai ISSA (AS) sharai nabi ho chukai the ...braimaharbani ...jawab ka muntazir rahunga ..

    • @ahadrehman8400
      @ahadrehman8400 Před 2 lety

      Hazrat issa Rasool Allah SAWW se phly peda huwy thy ya bad me. ?Iska jawab den phir agli bat ka jwab deta hun apko. Had ha yar ap logun ko shadeed qism ki fazool baton me uljha rakha hai un logun ne jinki ap taqleed krty ho

    • @hassanraza0fficial
      @hassanraza0fficial Před 2 lety

      مرنے سے پہلے اے کافر کر لے اس پے غور
      کتابوں کا خدا اور ہے۔۔۔۔ اور بابوں کا خدا اور
      You have to listen
      @Engnier Muhammad Ali Mirza
      Wohi apki Fazooliyaat ka jawab achy se dy ga.

    • @sardaribrahimiqbal4785
      @sardaribrahimiqbal4785 Před 2 lety

      Hazrat essa alihi aslam batoor e umati Nabi PBUH aein gy nabowat ka silsila mery aaqa alhi aslam py lhatam ho gia

  • @Luqmanb04
    @Luqmanb04 Před 13 lety +1

    @MaulanaIshaqURDU(1) "phir SAW kai sahibzadai hazrat abrahem ki wafat par aap nai farmaya ibrahem zinda hota to yaqeenan saddiq nabi hota "(ibnai majja) yani is hadis sai saf zahir hai kai ummati nabi ki nafi nahi balki ummati nabi aa sakta hai .allama show kafi RA nai is hadis ko sahi mana hai hazrat ibnai abbas RA sai marvi hadis hai .aur is ki sanad bhi mukhtalif sanadon main hai teen(3) hai .AUR mulla ali kari ra nai bhi is ko mustanad krar dia hai . yah hadis sanai hijre 9 ki hai .

    • @rayeesahmad6614
      @rayeesahmad6614 Před 2 lety

      To obviously aggar Hazrat Ibrahim zinda rehte to nabi hote, lekkin Allah Pak to nabuat ka darwaza band karna tha issliye Nabi (saw) ke tamam aulaad bachpan mai hi wafat pa gaye...