Live Q & A EP 214

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 1. 07. 2024
  • Dekhiye All Episode Live Q & A ➨ • Live Q&A - All Episode...
    Ab Keejiye Sawal Woh Bhi Live
    🎙️SPEAKER..
    Dr. Muhammad Naseem Madani
    🎙️ ANCHOR..
    Shaikh Arshad Hussain Mohammadi

Komentáře • 2

  • @AbulHasan-wi4dg
    @AbulHasan-wi4dg Před 24 dny +1

    Masha Allah bahoot khub Allah ham sab ko hifazat kare Ameen summa Ameen ❤❤❤❤❤

  • @yusuf99999
    @yusuf99999 Před 25 dny

    *TIME PAR CLICK KARKE SWAL PAR JAYE*
    1:23 To 12:21 *contry ka woh kanoon jo shriyat ke khilaf na ho to kaya woh haram hai?* 7:56 **kisi contry me license 16 saal me kisi me 18 saal?*
    12:42 *kaya rukya ka talluk deen se hai ya duniyawi se q ki aur dharm me bhi hai?* 14:15 *apne daif kaha "qurbani ki taqat rakhne ke bawjood na karne wala eadgah ke qarib na aaye" magar ye hadish HASAN hai?*
    17:06 *4 rakat ki 5 parh li kaya kare?* 17:31 **ghar wale kahte hai beti me jahej diya hai to bete me lenge?*
    22:46 *5 namajo me 12 rakat sunnat muaqqadah parhne ki kaya fazilat hai aur kis namj me kitni rakat hai?*
    25:04 *aamil loag jino ko jalate hai name pochte hai kaya ye sab sahi hai?* 28:22 *agar koi jinnat samne aa jaye to kaya kare?*
    44:43 *bank ka intrest kisko de?* 39:39 *sfr me kitne din rukne se mukim hoga aur qsr nahi karega?* 42:20 *jo kahte hai 4din ya 20 namajo ki?* (qayda-jo chij ittefaqiya huyi hai woh dalil nahi ban sakti)
    45:18 *1y agle pichle wali hadisho me gunah maaf hone me kabira aur sagira ka farq kaha se liya fuqha ne?* (Sahih muslim 233-550,51,51 jam e tirmiji 214 sunan ibn e majah 1086
    ) 49:25 *majbori me rishwat dena parta hai to kaya sood ka Rs de sakte hai?*
    53:05 *walid ne qarja liya tha bete ko bole mere marne ke baad karja chuka dena?* 58:10 **koi jhooth boal raa hai ki karj liya tha walid ne kaya kare?* surah 2/282 1:01:49 **kaya beta apni maa baap se alag apni biwi ko rakh sakta hai?* (Qaydah - alaslo baraatuj jimmah( asl ye hai ki insan tama huqooq se azad hai jabtak dalil na aa jaye) (1) Al-Ashbaahu Wan-Nadhaair, lil imam suyuti (2) alasbahul najaer li min ujair hanfi