शहीद भगत सिंह की अंतिम इच्छा क्या थी? | Facts about Shaheed Bhagat Singh

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 5. 12. 2020
  • भगत सिंह के बारे में कुछ अनसुने तथ्य || Facts about Shaheed Bhagat Singh
    Shaeed Bhagat Singh har bhartiya kai jeban par es desh premika naam hai. Mahan kraintikare aur mahan swatrantara senani (Indian freedon fighter) bhagat singh ka jnam sep 1907 mai punjab mai hua tha. Aj punjab ka ye hissa pakistan mai hai.
    Swatantrata sangram mai britishers kai khelaf bhagat singh nae do badi vardato ko anjam diya. En kai es balidan kai karan pure desh mai ajadi ki kranti cha gae the.
    Early Life
    Bhagat singh ka pura naam Bhagat Singh sandhu tha.Ye ek jat parivar mai paida hue the. En kai mata peeta ka naam Kishan Singh and Vidyavati Singh tha.
    उनका परिवार राजनीतिक रूप से सक्रिय था।
    उनके दादा, अर्जुन सिंह ने स्वामी दयानंद सरस्वती के हिंदू सुधारवादी आंदोलन, आर्य समाज का अनुसरण किया, जिसका भगत पर काफी प्रभाव था। उनके पिता और चाचा, करतार सिंह सराभा और हर दयाल के नेतृत्व में ग़दर पार्टी के सदस्य थे।
    अपनी उम्र के कई सिखों के विपरीत, bhagat singh लाहौर के खालसा हाई स्कूल में नहीं गए थे। उनके दादा को स्कूल के अधिकारियों की ब्रिटिश सरकार के प्रति वफादारी मंजूर नहीं थी। उन्हें दयानंद एंग्लो वैदिक हाई स्कूल में, jo ki ek आर्य समाजी संस्था the, mae दाखिला दिया गया था। आर्य समाज ने उन्हें जीवन भर प्रभावित किया।
    Unhone 12 saal ki chote umar mai he, 1919 ka जलियांवाला बाग हत्याकांड (jallianwala massacre) dekha. Es ghatna nai un par bhut he ghehra asar dala.
    Phir kya tha ve 14 saal ki umar se he andolano mai samelit hone lage.
    March 1926 mai, national college ki padhai chod kar, Bhagat singh nae Naujawan Bharat Sabha ka sangathan kiya. Kuch samay baad unhone Hindustan Republican Association join kar liya Chandrashekhar azad Ram Prasad Bismil and Shahid Ashfaqallah Khan kai sath.
    1925 mai hue Kakori conspiracy mai Ram Prasad Bismil aur Ashfaqullah Khan sath do aur logo ko fasi ho gae. Aur un kai anya sathiyo ko 14 ssaal ki keed hue. Es baar se bhagat singh aur bhe jayada krodhit ho gae.
    1928 में Hindustan Republic Association ka naam badal kar Hindustan Socialist Resplucan party rakh diya gaya.
    1928 mai Britishers nae Simon commission baithaya. Lahore mai Laal lajpat rai nae es ka virdh kiya aur es kai virodh kai jawab mai police suppritendent James Scott nae lathi charge ka order de diya. Es lathi chage mai LaLa lajpat rai ko bure chote aae aur un ki mrityu ho gae.
    Enhone thani ki ye LalaLajpat rai ki mrityu ka badla lenge
    Chndrashkr ajaz aur un kai sathe James ko marna chante the par galti se Assistant Superintendent of Police Saunders ko mar diya.
    Es pure samay chandra shekhar azad un kai sath the. 8 अप्रैल 1929 को, सिंह ने बटुकेश्वर दत्त के साथ, Central Legislative Assembly, New Delhi kai कक्ष में दो बम aur parche फेंके। बमों को मारने के लिए डिज़ाइन नहीं किया गया था|
    Us samaz angrez vyapari bhartiya kisano aur majduro ko bhut parshan karte the. Us se sambandhe ko i bhe bill ko Assembly mai na paret hone dena he Bahagt sing aur un kai sathuyo ka lakshya tha. Ese kai akrosh mai unhone assembly par bomb pheka tha.
    Wha kaafi dhua ho gaya tha. Chante to ve bhag sakte the par unhe graftar hona manjur tha.
    “Inqalab jindabad samajya wad.murdabad” Ye yahe chillate rahe.
    Saunders’ ko goli marne aur Assembly mai bomb phekne ki ghatna… en kai karan unhe dand hu..Jailmai bhe ye ve apne lekh ;iikhte rahe..
    Jail mai unhone bhuk hartal bhe the.
    कांग्रेस पार्टी के अध्यक्ष मदन मोहन मालवीय ने 14 फरवरी 1931 को इरविन के समक्ष दया अपील दायर की। Mahatma gandhi nae bhe viceory se appea lki par kuch nahi hua. Aam janta nai bhe viceroko appeal kiya.
    सिंह, राजगुरु और सुखदेव को लाहौर conspiracy case में मौत की सजा सुनाई गई और 24 मार्च 1931 इकतीस को फांसी की सजा दी गई।
    Singh व्लादमीर लेनिन ki jevni padh rahe the jab un ki fassi ka smazchar aaya. Jab un se un ki akhri isshya puche ga the un hine kaha hi muzhe lenin se aache se milne s.
    Kuch der baad unhone vo ketab hava mai uchale aur hasste hue fasi ki aur badhe. Fasi par chalehu ve teenoga rahe the” rang de basantoi chola”
    Es kai baad ye amar ho gae.
    Kafi log mahatma gandi aur britishers ko bagat singh ki maut ka karan mante hai.
    Bahagt singh ka ye manna tha ki un ki mau se bhrt kai logo mai adjadi ko le kar tyag ki bahvna aaega jo un kai jinda rahne se nahi aate. Ese liye unhone apne fassi nahi roke.,
    Ese the mahan bhagat singh
    #BhagatSingh

Komentáře •