ISLAM ME VIRASAT KA POORA QANOON | Dr Israr Ahmed

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 8. 09. 2024
  • The Bayanul Quran Series of 5 Minute Quran is to update people with modern and conceptual knowledge of Quran in the light of Science and Philosophy. The clip is taken from the original series of world renowned scholar Dr Israr Ahmed.
    -------------------------------------------------------------
    ▤▤ Full Video - bit.ly/BQLC21
    -------------------------------------------------------------
    ▧▧ FOLLOW US
    ✚ Facebook: / 5minsquran
    ✚ Instagram: / 5minquran
    ✚ Twitter: / 5minquran
    ✚ Pinterest: / 5minquran
    ✚ Google : bit.ly/5MQGP
    ▧▧ SUBSCRIBE NOW
    ✚ www.bit.ly/5MSUB
    ✚ hit bell icon ;)
    ▧▧ TAGS
    #Modern #Quran
    #Islam #IsrarAhmed
    ▧▧ CREDITS
    ✪ Speaker - Dr Israr Ahmed
    ✪ Series - Bayan-ul-Quran
    ✪ Production - Samo Basar
    ✪ Clipping - Burgeoning Islam
    Thanks ! You are Awesome :)
    ...

Komentáře • 134

  • @mukhtarlone243
    @mukhtarlone243 Před 3 lety +16

    Jazakallah khair Allah give you highest place in Heaven

  • @kokalkokal5913
    @kokalkokal5913 Před 2 lety +4

    SubhanAllah. Allah pak jannat main Allaha moqam atta farmy Ameen

  • @shadabrahmani4541
    @shadabrahmani4541 Před 5 dny

    Zazakallah hu khaira

  • @akkhan5317
    @akkhan5317 Před 3 lety +3

    Allah hume apne hukm k mutabiq faisle krne ki taufiq de Aameen

  • @saad9413
    @saad9413 Před 2 lety +3

    Astaghfirullah, Allah o akbar.
    Beshak meray Allah pak ki taqseem best ha, Allah is the most wise.
    Allah pak ham sbko hamesha Shariat ke mutabiq warasat ki taqseem krne ki taufeeq Ata farmae ameen suma ameen.
    We should spread this message especially to our families and friends and relatives and other Muslims so that all of us know about this and apply this in our lives whenever someone dies. Allah o akbar.

  • @mohammadaftabalam4708
    @mohammadaftabalam4708 Před 2 lety +1

    Subhanallah Mashallah behetreen bayan pyare mufti saahab ka

  • @aslammaroof4062
    @aslammaroof4062 Před rokem +3

    ALLAH RAB UL IZZAT Dr Israr Ahmed Sahab k darajat buland frmaye. Aameen Ya Rab ul Aalameen.❤️🤲🤲🤲⚔️🇵🇰

  • @javedahmedlaskar245
    @javedahmedlaskar245 Před 2 lety +4

    Subhanallah ❤️

  • @mohammadwaqar9514
    @mohammadwaqar9514 Před 3 lety +4

    Sub'han Allah. What an amazing explanation

  • @paakdelight3611
    @paakdelight3611 Před 2 lety

    Ma Shaa Allah Jazak Allah Khair.

  • @kiddarkness7ROME
    @kiddarkness7ROME Před rokem

    Subhan Allah ❤

  • @Noirgaze8756
    @Noirgaze8756 Před rokem

    Masha'allah subhanalla

  • @karobarisarah
    @karobarisarah Před 2 lety +3

    Please tanzeem-e-islami members please translate dr israr Ahmed's cassettes to easily speaking Urdu , spoken English and spoken kannada

  • @abdulghaffarkhoso8533
    @abdulghaffarkhoso8533 Před 2 lety

    Masha Allah

  • @MohdDanish0606
    @MohdDanish0606 Před rokem

    Allah hme sabka haq ata krne ke tofeek de

  • @hussnainhaider7327
    @hussnainhaider7327 Před 5 měsíci

  • @rukhsarkhan321
    @rukhsarkhan321 Před 2 lety

    Wow amazing

  • @nasirshahab
    @nasirshahab Před rokem

    v12 does not mention Motherly Sibling in words so why the understanding that it is for Motherly siblings ?

  • @BayanShorts001
    @BayanShorts001 Před 2 lety

    Note out krna hoga

  • @TheMuslim_girl
    @TheMuslim_girl Před 3 lety

    Subhanllha

  • @akkhan5317
    @akkhan5317 Před 3 lety +1

    Humne kahi bhi Quran k mutabiq virasat ki taqseem nahi dekhi

  • @Voyage_Vignettes
    @Voyage_Vignettes Před rokem +1

    If parents are alive and their son is passed away, and the son leaves children. Then how will heritage be devided ?
    Note that there are also uncle and aunts of the children.

    • @anamtauseef3054
      @anamtauseef3054 Před rokem

      The parents wife and the children will inherit.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Před 11 měsíci

      If the son had his own earnings they will go to his children. Once the parents die their grand children will not inherit from them, their direct children will inherit from them.

  • @abbasrizvi1313
    @abbasrizvi1313 Před 3 lety +1

    Quran me wo kaun si surah h jisme meeras ke qanun ka zikr kiya gya h?

  • @noreenshakeel3892
    @noreenshakeel3892 Před rokem

    Agr jaidad naam na ho to kya us main se haq e warasat jaiz hy mangna. For example. Agr aik buzurg ne aik jagah ghr bnaya or wo jagah sirf qbza ki ho us pe kisi ka koi hq na ho to kya us jagah main se un ki betiou ka hq bnta hy? Or agr us buzurg ka beta wahan reh rha ho to b wo jagah us ne naam na krwai ho to kya wo apni behnu ko us main se hissa de ga. Ku k jagah ki wirasat taqseem tb hoti hy k jb jagah naam ki gai ho khreedi gai ho. Is baary main plz guide kijiye

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Před 11 měsíci

      Dekha jayga k bap ne tohfa diya ta kisi ek bety ko nai, aur tohfah nam ka nai balky beta ne apna samjha ho ya us meh rehny lag gaya ya us ka kiraya leh raha ho

  • @kumaripuja6702
    @kumaripuja6702 Před 3 lety +1

    Walid ke inteqal ke baad jaidaad ka taqseem karna wajib hai kya

  • @captainbarbosa1349
    @captainbarbosa1349 Před rokem

    Ye ek tiyahi do tihayi kya ha koyi batayega

  • @mariyumkasi8304
    @mariyumkasi8304 Před 3 lety +1

    Agr zameen apne zaati paiso sy liya ho .. toh kya us mein baqi bahiyo ka b haq ho skta hain plz reply me.

    • @Noirgaze8756
      @Noirgaze8756 Před 2 lety

      Nhi

    • @amirmalik777
      @amirmalik777 Před 2 lety

      ~Bilkul Ho skta hai...
      ~Pr depend krta hai k mrnay waly ki ulad hai ya nehi...
      ~agar ulad m beta(male) hai to wirasat m mrnay wale k bhai ya behan ko hissa nehi mily ga.
      ~agar ulad m sirf aik ya aik sy zyada betiyan(female) hain to wirasat baqi relatives m banti jaye gi pr us ki aik khas quantity hai...
      ~agr zameen lene wala abi zinda hai to kisi ka koi hissa nehi

  • @zubiyakamal8760
    @zubiyakamal8760 Před 6 měsíci

    Agar merey mamu hai aur merey mamu ki aulad nahi hai bhai hai aur bhai key bachye hai tu kiya jaidad sirf bhayon key bacho ko milegi ya bhen key bacho ko bhi milegi yeh bata dein please

  • @uzmaazhar5632
    @uzmaazhar5632 Před 2 lety

    Allha

  • @raufshaikh7415
    @raufshaikh7415 Před rokem

    Ye konse parah ki ayat hai zameen ke batware ke taluk se

  • @mfvohra101
    @mfvohra101 Před 3 lety +1

    The verse 12 doesn’t mention paternal or maternal siblings.
    Hafz Quran only says brothers and sisters in general.
    Which Quran is he using to figure that out?

  • @mobeenkhan7199
    @mobeenkhan7199 Před 3 lety

    Meri ammi k phele sohar ka inteqal ho gya tha phele sohar se ek badi bahan hain phr meri ammi ne mere papa se shadi ki jo phele sohar ke. Bhai hai jb jameen ke batware hue to sabh ke hisse mile lekin meri ammi k phele sohar ka nh mila to mujhe yeh btaye ki meri ammi or meri jo bahan jo mere papa k bhai se hain unko hissa milna chahiye tha ya nh or phr meri bahan ko meri ammi k dusre sohar k hisse se bh hissa diya jayga ?

    • @samirshah2216
      @samirshah2216 Před 3 lety

      Marne ke bad hissa khatam hojata hai bhai asslamowalikum

    • @mobeenkhan7199
      @mobeenkhan7199 Před 3 lety

      @@samirshah2216 aap aise kese keh skte ho daleel hai apke pass agr meri ammi k sohr khtm ho gye to unki beti to zinda haina ??

  • @mnasirlanga
    @mnasirlanga Před rokem

    Surah nisha

  • @multivideos8420
    @multivideos8420 Před rokem

    Agr ak ko sb dn to sb kuj

  • @volunteervibes5171
    @volunteervibes5171 Před 3 lety +1

    Ly palak olad ko hissa milyga wirast mein ya nhi

  • @asmatiwana5157
    @asmatiwana5157 Před rokem

    Mera ek sawal hai puri nasal main ek bhen zinda hai aur baqi bhai maa baap margaye hain wirsat kahan jayegi aur bhion ki olaad nhu koi iska jawb deyde according to quran

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Před 11 měsíci

      Behn ko adhi aur jo behn k bhanjy bateejy teh baki un ko jaygi

  • @abdulraheemaamir9921
    @abdulraheemaamir9921 Před 3 lety +1

    Assalam alaikum
    Agar sauhar apni jaydad apni Biwi ke Naam karde to uske bachcho ka kita hissa hona chaye jaise ladki aur ladka dono ko Kitna miln chayye

    • @foaziadharodiya9462
      @foaziadharodiya9462 Před 3 lety

      Plz iska jawaab do
      Hamare gharme bhibbohot madla ho gaya hai isse

    • @humairazeeshan2741
      @humairazeeshan2741 Před 3 lety +4

      Maa ki wirast mai b olad ka utna hi hisa hoga jtna bap ki jayedad mai hota he beti ka ek hissa n beta ka do hissa

  • @Super_pro19
    @Super_pro19 Před rokem

    Ager waldain apni Zindagi ma hi baty aur bati ka? hissa dy to Kitna aaye ga ? P lz reply

  • @umehaneyinam5299
    @umehaneyinam5299 Před 4 lety +2

    Assalam alaikum

  • @amnakhan6122
    @amnakhan6122 Před 4 lety +1

    Or agr dada or Abu dono ka inteqal hojaye to bacho ko kitna mile gaa

    • @arshadshaikh5905
      @arshadshaikh5905 Před 3 lety

      White paper about Quranic Law of Inheritance:
      drive.google.com/file/d/1zKjNx9Kr6CcSRbAm88WTHw_yEgGdW2N6/view?usp=sharing

  • @hamid-sq4vu
    @hamid-sq4vu Před 2 lety

    kabi jama nai ho sakta taqseem nai ho sakta

  • @yusuffattayusuffatta8391

    VIDEO LIKHNAH NIKALDO IS OK PLIS IS VERY NO MISTAKE IS VERY NO MISYOU IS OK PLIS PLIS PLIS PLIS PLIS PLIS

  • @syedimtiazali4735
    @syedimtiazali4735 Před 3 lety +1

    Bahen aur betiyon ka haq property mein aadha kyon hai....video banaiye sir please

    • @Revival321
      @Revival321 Před 3 lety +1

      Zakir Naik ka video hai is topic pe.... Search on CZcams

    • @foaziadharodiya9462
      @foaziadharodiya9462 Před 3 lety +3

      Hissa to quraan me allah ne kiya hai

    • @foaziadharodiya9462
      @foaziadharodiya9462 Před 3 lety +6

      Q ki beti ko baap k waha se bhi milta hai aur shohar k waha se bhi
      Dete nahi hai wo baat alag hai

    • @cricket2central585
      @cricket2central585 Před 2 lety

      Bhai beta par zimadrya zyada huti ha es waja sa us ka hissa double ha

    • @CRICKETCOM-qc9ns
      @CRICKETCOM-qc9ns Před 2 lety

      ALLAH KNOWS BETTER

  • @shanilatariq3147
    @shanilatariq3147 Před 3 lety

    Merd ya oret ky bahun ya bhai lol property m hesa millay iss ki keya muslahet hai quran ki rooh se

  • @malikzia4272
    @malikzia4272 Před 2 lety

    Bap ka karobar ma b larki ka hisa ha?

  • @Thesuccessstory01
    @Thesuccessstory01 Před 3 lety

    6 bhai hai or ek behan
    Unke walidein ka inteqal ho chuka h
    Takseem kaise hoga

    • @amirmalik777
      @amirmalik777 Před 2 lety

      Bhai:6 behan:1
      Bhai k wirasat m 2 hissy hoty hn jb k behan ka 1
      6*2=12+1= 13
      Total wirast ko 13 pr taqseem kr lo
      Bhai 2 2 hissy behan 1 hissa

  • @Fouzia1228
    @Fouzia1228 Před 2 lety

    Hamare pappa ka intequal hue 2 saal hogaya, hamare 1 bhai aur hum 3 behnay hai. Bhai mummy ka theek se khayaal nahi rakh raha tha biwi ke baato mai aakar, isliya
    Hamari maa ne humare pappa ka ghar bech diya aur bhai ka hissa usey dediya, aur hum teeno betio k paiso se dusra ghar liya mummy k naam par aur badi behan k saat rehrahi hai. 1 week pehlay ki hi baat hai ye, aur jo ghar khareeday hai usme se 9 lakhs bachay ab mai un 9 lakhs mai se 3 lakhs mangrahi hu wo gussa horahi hai. Bolrey k unke marne k baad hum teeno betiya ghar mai se hissa lelay, wo us ghar mai se bhi wasiyat karey ki 25% badi behan ko dengi kyu k wo unki khidmat karey, aur ussi 25% mai se esaley sawab k liye bhi wasiyat karey, aur jo 75% bachega usmai se teeno betiya barabar lalena bolrey, aur kabhi kehti hai ki behan k bacchay hum dono behno ko kamaa kar hissa dedingay jab k mere behan ka beta abhi 10th class mai hai.

    • @NoNeedToHandle
      @NoNeedToHandle Před 2 lety

      Behn jese ma kehti hai wese razi ho ja. Allah apki har murad puri kar dega. Ap ko kisi cheez ki zaroorat ni rahe gi!

    • @NoNeedToHandle
      @NoNeedToHandle Před 2 lety

      Ma agar zulm bhi kare gi tu Allah ap pe uski farmabardari se karam kar dega!

  • @ihsanbajwa3974
    @ihsanbajwa3974 Před 2 lety

    وراثت کے اسباب کی تعداد تین ہے۔۔۔کیا یہ معلومات درست ہیں؟؟؟؟

    • @amirmalik777
      @amirmalik777 Před 2 lety +1

      اسباب سبب کی جمع ہے.. جن سے رشتہ کسی سبب کی وجہ سے بنتا ہے وہ رشتے اسباب میں آتے ہیں... مثلاً.... خاوند اور بیوی نکاح(سبب) کی بدولت رشتہ ازدواج میں باندھتے ہیں ایسے ہی اور بھی سبھبی رشتے ہیں.

    • @ihsanbajwa3974
      @ihsanbajwa3974 Před 2 lety

      @@amirmalik777 بہت شکریہ نوازش آپ کی

  • @sabihanaaz8838
    @sabihanaaz8838 Před 3 lety

    Qaree saheb 12 dhur zamin hain or Baap maa dono inteqal ho gye Baap maa se Jude koi log nhi hain sirf beta beti me bant na hai to Kitna Kitna bantna hoga

    • @1rupeetraveller302
      @1rupeetraveller302 Před 3 lety +2

      3 hisse lgenge jisme se....2 hisse bete ka or ek hissa beti ka....
      Mtlb y hua ki....8 dhur bete ka..or 4 dhur beti ka hissa hua...

  • @faryalusmani3052
    @faryalusmani3052 Před 3 lety

    Agar koi aurat faut ho jaey aur uski olad na ho to to uska hissa hoga ya nahin

  • @kinzagull6415
    @kinzagull6415 Před 2 lety

    Orr agr grr mother k nam ho orr bap foat ho gya ho......or man apni hosh main grr apny betay k nam kr dy tou kya phir betiun ka hisa hota nadr

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Před 2 lety

      Jab woh mar gaye toh betiyo ko hisa milega agar bety ne ghar ka qabza na kiya hua ho.

  • @syedbilal727
    @syedbilal727 Před 4 lety +1

    Hawala number please!

    • @arfeen2405
      @arfeen2405 Před 4 lety +4

      Surah Nisa
      Para number 4
      Ruku number 13

  • @beautiful3577
    @beautiful3577 Před 3 lety

    Hamare do beta hai ek biwi maaa baap nhi hai.

  • @khursheedalam9033
    @khursheedalam9033 Před 2 lety

    Kya jewar m bitiyon ko hissa milega maa baap k marne k baad

  • @memyfamily9971
    @memyfamily9971 Před rokem

    Koi nahi deta Sir nahi done ka bahana banate rahte hai

  • @entertainingworld5919
    @entertainingworld5919 Před 2 lety

    Bap ki jaidad ma marhum beto ka Hak ka baty

    • @amirmalik777
      @amirmalik777 Před 2 lety

      1:bap zinda hai ya fout ho gye agr fout howy to marhum sy pehly fout howy ya bad m....?
      2:marhum ki ulad hai ya nehi..?
      3:marhum k bhai behn kiny hn..?

    • @entertainingworld5919
      @entertainingworld5919 Před 2 lety

      @@amirmalik777 bap marhum k bad fout hua hai or marhum ki 3 betiya hai koi narina holad nahi hai or marhum k 5 bhai or 4 behny hai or marhum ki biwi abi tak us k nikkah ma hai

  • @mohdayaan6082
    @mohdayaan6082 Před 4 lety +2

    Mgr jb baap zinda ha aur virasat ki takseam hoi ha to baeti ko baetae k brabr ha na hisa

    • @theirresistible4843
      @theirresistible4843 Před 3 lety

      Nahi baap zinda ho ya na hon hissa waise he lagega jaisa quraan mein Allah pak ne kaha hai

    • @nasirshahab
      @nasirshahab Před rokem

      Inheritance is after the death not before

  • @yaseenykhan8407
    @yaseenykhan8407 Před 3 lety

    Aulad nahi hai.leknin shohar or bivi dono log apani khidamat ke liye ek ladake ko rakha te hai orali bolte hai ke tu is ghar ka malik hai.or gava bi hai pehale Shohar ka intekal hota hai or bivi ka intekal hota hai or a property bivi ke naam khareedi huvi rehati ab iska warisdar kon hota hai? Pleace jawab dijiye

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Před 2 lety

      1/3rd is ko mil sakta hain. Baki couple k behn bhaiyo ko jayga

  • @fatihankhan7039
    @fatihankhan7039 Před 4 lety

    Ma ki fout ho jaye to baap ko property 25% milega but beta or beti ko kitna milega ye nh Btaya??

    • @arshadshaikh5905
      @arshadshaikh5905 Před 3 lety

      White paper about Quranic Law of Inheritance:
      drive.google.com/file/d/1zKjNx9Kr6CcSRbAm88WTHw_yEgGdW2N6/view?usp=sharing

    • @mudassirshamsi7425
      @mudassirshamsi7425 Před 3 lety

      @@arshadshaikh5905 E1

  • @zaidkhan7149
    @zaidkhan7149 Před 2 lety

    If my uncle wants to give all his property to my brother,is it valid..?

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Před 2 lety

      He can gift it. When he is dead anything left will go to his children and his siblings

  • @shadabkazmi606
    @shadabkazmi606 Před 3 lety

    Agar koi baap apni zindagi me virasat taqseem kare to beta aur beti ko kitna milega?

    • @mansoorpatel606
      @mansoorpatel606 Před 3 lety +1

      Bhai zinda hai to virasat nahi kahlati virasat intaqal k baad kahlati hayat hai to bhai aur bahen brober k hissedar hote hai.fir bhi mufti se punchhna.

  • @learnwithfun1235
    @learnwithfun1235 Před 3 lety

    4 bahnain hon aur ek bhai to warasat kaysay divide ho gi???

    • @shaziabano7281
      @shaziabano7281 Před 3 lety +1

      6 hissy hon ge 2 bhai or 1,1 behen ka. Agr or koi waris na ho. Na koi wasiat ya qarz ho.

    • @dilawarworld6878
      @dilawarworld6878 Před 3 lety

      @@shaziabano7281
      Very nice,
      Khwateen km janti hain iss topic ko but u described it correctly and in simple way

    • @angrylittlegyra8827
      @angrylittlegyra8827 Před 3 lety

      @@shaziabano7281 5 behnai aur 3 bhai hai,virasat ksy taqseem hogi

    • @areehazulfiqar5491
      @areehazulfiqar5491 Před 2 lety +2

      @@angrylittlegyra8827 11 hissay hon gai
      1 , 1 panch behnon ka aur 2 , 2 teen bhaiyo ka

  • @shabnamkhan-lg2jw
    @shabnamkhan-lg2jw Před 3 lety +1

    Tarjume quran mai maine khud padi hu ladka ladki ko barabr ka hissa dete h Islam k hisab se Islam mai likha h dono ko barabr dp

    • @firstnamesecondname8133
      @firstnamesecondname8133 Před 3 lety +2

      Lol🤣

    • @mohammadwaqar9514
      @mohammadwaqar9514 Před 3 lety

      Galat pdha hai aapne. Ek bar Surah Nisa ka tarjuma firse pdhen.

    • @shabnamkhan-lg2jw
      @shabnamkhan-lg2jw Před 3 lety

      @@mohammadwaqar9514
      I will send u screenshot
      Maine padi hu boht log ko ye ni pata hain

    • @shabnamkhan-lg2jw
      @shabnamkhan-lg2jw Před 3 lety

      @@mohammadwaqar9514 sbse jyda izzat quran paak ne aurton ki di h
      Toh Allah tala yaha q kum jyda karege
      Abtak mai h yahi sochti thi jo ap bole but tarjuma k baad yakin hua muje

    • @mohammadwaqar9514
      @mohammadwaqar9514 Před 3 lety

      @@shabnamkhan-lg2jw please share

  • @abulhossain1126
    @abulhossain1126 Před 3 lety +3

    Zazak Allah Khair