Es insaan ki azmat ko salam, es insan ki aaajziiii ko salaaam, es insaaan ki shairiii ko salam. Me jb suni tha tab bhi en ko sunty huwy attraction hoti thi, ajj haq ka rasta dikha dia mujhy mery Rab ny.
Aye Imam-e-Zamaa’n Shah-e-har do jahaa’n. Kyun main dub kar rahoon Aap aa jaayain to. Hain jo dushman zameen aasmaa’n bhi mere. Phir bhi tan kar chaloon Aap aa jaayain to. Taana zan hain jo mujh par ye ahl-e-jahan. Sab ko samjhaaon main mere bas main kahan. Aap ke saamnay in ki auqaat kya. Main inhain dekh loon aap aa jaayain to.😭😭😭
Ye kalam to ustad sibte jafar shaheed ko hi Zeb deta hai waqai Aisa kirdar tha ke mola khud shabashi denge,unki sacchai ki unki sadgi ki unke khuloos ki ,,
Aaiye apnay maula se baatain karain. Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai. Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain. Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai. Aaiye apnay maula se baatein karain. 1. Mera Imaan hai mera aelaan hai. Aap gayab nahi balke maujood hain. Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain. Ye bura waqt hai meri nusrat karain. Mujhse baatein karain mujh ko shabash dain. Meri khidmaat ki mere kirdaar ki. Daad dijiye mujhe meri sachayi ki. Mere afqaar ki mere ash’aar ki.
Es insaan ki azmat ko salam, es insan ki aaajziiii ko salaaam, es insaaan ki shairiii ko salam.
Me jb suni tha tab bhi en ko sunty huwy attraction hoti thi, ajj haq ka rasta dikha dia mujhy mery Rab ny.
Aye Imam-e-Zamaa’n Shah-e-har do jahaa’n.
Kyun main dub kar rahoon Aap aa jaayain to.
Hain jo dushman zameen aasmaa’n bhi mere.
Phir bhi tan kar chaloon Aap aa jaayain to.
Taana zan hain jo mujh par ye ahl-e-jahan.
Sab ko samjhaaon main mere bas main kahan.
Aap ke saamnay in ki auqaat kya.
Main inhain dekh loon aap aa jaayain to.😭😭😭
Moula a.s. shaheed ustaad kay darjaat aur buland farmaen.
Mola apna haath shaheed ke sir pr rakhey Ameen
Mashahallah jald zahoor ho mere maula ka inshahallah aameeen
Parwardigaar Dr sibte jafar sahab ke darajat bulnd kre or jawar e masumeen mai jagah ata farmaye
Ameen 🤲
Masha Allah Bohot Peyara Kalaam❤❤💚💚💙💙🧡🧡🤎🤎💗💗💖💖💓💓💕💕
Mashallah❤❤❤❤❤
💐اللهم صل على محمد وآل محمد وعجل فرجهم ياكريم وارحمنابهم ياأرحم الراحمين.
Masha’Allah, Allah swt bless his soul in near our Masumin a.s
Jazakallah for up loading this beautiful mankatab of Saheed Sibte Jaffer 🙏
Alajal ya imam
Simple and the best purkhaloos
Massallah bahut khub
Maula saheed sipte Jafar Sahab ko jaware masoomin me jagah inayat farmai aameen 🤲😭
Shaheed par kabhi ansoin nahi bahare
Ye kalam to ustad sibte jafar shaheed ko hi Zeb deta hai waqai Aisa kirdar tha ke mola khud shabashi denge,unki sacchai ki unki sadgi ki unke khuloos ki ,,
Mola.ajre
Azim.de
❤❤
❤❤❤❤❤
786❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks for sharing
Shahadat haq tha ustad ka
Allah marhoom ko jannat me Ala jagah jagah ata karen...
Ustad sipte jafar 😢😢😢💔💔💔
Allah good news thanks I love you 😍 ❤❤❤❤❤❤❤
Masha Allah
Jazaak'Allah 💐
Moula aapke darjaat baland kare...kahan kho gai ye purkhuloos awaz
Aaiye apnay maula se baatain karain.
Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai.
Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain.
Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai.
Aaiye apnay maula se baatein karain.
1. Mera Imaan hai mera aelaan hai.
Aap gayab nahi balke maujood hain.
Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain.
Ye bura waqt hai meri nusrat karain.
Mujhse baatein karain mujh ko shabash dain.
Meri khidmaat ki mere kirdaar ki.
Daad dijiye mujhe meri sachayi ki.
Mere afqaar ki mere ash’aar ki.
Mashallah
MashaAllah 😊
Allah inke darjat bulad kare
Plz plz plz Ustad k or b kalam dale plzzz
⚘⚘⚘⚘⚘⚘
Aamit
Three dislike so far on this video lets lanat 3no pe, if you know you know😂🤣😂😂😂😂
Mashallah❤❤❤❤❤
❤❤❤❤❤
Masha Allah
Mashallah❤❤❤❤❤