ek bank ka check dusre bank me kaise jama kare / how to deposit cheque in SBI | check ka form bhare

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 28. 08. 2024
  • aj ham janenge dusre bank ka cheque dusre bank mein kaise jama kare ya hdfc, pnb, bank of baroda, bank of india ka check state bank (sbi) me kaise jama kare.
    #sbichequedeposit #sbibankcheque #sbicheckjamaform #depositchequeinsbi
    Topic Covered:
    dusre bank ka cheque dusre bank mein kaise jama kare,
    dusre bank ka check apne bank mein kaise dalen,
    ek bank ka check dusre bank mein,
    sbi me cheque jama kaise kare,
    hdfc bank ka check sbi me kaise jama kare,
    sbi me chq kaise jama kare,
    how to deposit cheque in state Bank of India,
    how to deposit cheque in SBI,
    state bank me check kaise jama kare,
    sbi me check kaise jama kare,
    hdfc ka check sbi me kaise jama kare,
    bank of baroda ka check sbi me kaise jama kare,
    pnb bank ka check sbi me kaise jama kare,
    sbi check jama karne ka form,

Komentáře • 108

  • @ravindraparmar8960
    @ravindraparmar8960 Před 3 měsíci

    Awesome ❤

  • @arnabghosh4194
    @arnabghosh4194 Před rokem +2

    Thank You for this Detailed Video.....🙏

  • @ARUNSINGH-db3ie
    @ARUNSINGH-db3ie Před rokem +2

    'Signature of depositor' me jo bhi bank jayega jama karne chahe koi bhi xyz uska signature hoga na? Ya fir account holder ka? Pls reply

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      jo bhi bank jayega jama karne usko signature karna hoga

  • @Koki5599
    @Koki5599 Před 7 měsíci +1

    Sir jma krte hi usi time account m paise aa jate h na?

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 7 měsíci

      1 se lekar 3 din ka time lgta hai paise aane me.

    • @user-du7wk2ee8t
      @user-du7wk2ee8t Před 6 měsíci

      ​@@creditkaro sir mera sawal bhi yhi tha paisse kitne din m account m aate hai magar aapne 3 din tak aa jaata hai bataye uske liye thanks,sir

  • @laxmirawat2803
    @laxmirawat2803 Před 9 měsíci

    Nicely explained

  • @tomcruise4725
    @tomcruise4725 Před 10 měsíci +2

    Bhai kya kahi v sbi bank me cheqe jama kr skte h other bank ka

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      Yes
      aap kisi bhi bank ke cheque ko sbi bank me jama kar sakte ho
      cheque jama karne se pahle us bank baranch me iske bare me bat jarur kare
      uske bad cheque jama kare
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho.

  • @Aspirant2.0484
    @Aspirant2.0484 Před 7 měsíci

    Sir mene form bhrkr bank me dia cheque k saath......saath me jo slip mili uspr bank walo ne koi sign ya seal nhi lgai......koi dikkat to nhi hogi ???

  • @suryakantapal0
    @suryakantapal0 Před 11 měsíci

    Thank you sir❤❤

  • @Dreamtoon346
    @Dreamtoon346 Před 11 měsíci +2

    Bhai baranch apne Bank ka dalna ha ki jo Bank ka chek Mila ha uska branch dalna ha

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci +1

      apna bank ka branch dalna hai aur chek me jo branch ka name diya hai use bhi dalna hai
      aur bhi koi swal hai to aap puchh skte ho

    • @rajuodedara2050
      @rajuodedara2050 Před 10 měsíci

      ​@@creditkarodono 1 hi jagah daalna he ?

  • @LokeshKumar-wo4wh
    @LokeshKumar-wo4wh Před 11 měsíci

    Thank you boss

  • @poojacarpenter8155
    @poojacarpenter8155 Před rokem +1

    Sir mera jese me abhi bhopal me hu lekin mera account rajgarh ki sbi bank me he to kya cheque me bhopal ki sbi bank me jma kar skti hu ya rajgarh me hi jma hoga ?? Please reply fast sir

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      aap bhopal ke kisi bhi sbi bank me cheque jama kar sakte ho

  • @sahilsheikh5017
    @sahilsheikh5017 Před 6 měsíci +1

    My cheque Pay-In-Slip is lost
    Please tell me will i get my cheque from the bank with out the pay in slip or not

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 6 měsíci +1

      aap new cheque ke liye bank me apply kare

    • @sahilsheikh5017
      @sahilsheikh5017 Před 6 měsíci

      But the way i recieved my cheque from the bank yesterday they just said to write my name n signature thanks you

  • @Koki5599
    @Koki5599 Před 7 měsíci +1

    Kya ye deposit wala from ek hi hota h ya cheque ke liye alg hota h???

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 7 měsíci

      Yes
      deposit wala or cheque wala form ek hi hota hai
      aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.

    • @Koki5599
      @Koki5599 Před 7 měsíci

      @@creditkaro thanks 🙏

  • @_Arman_Qureshi
    @_Arman_Qureshi Před rokem +1

    Sir ye deposite ka form hme bank se milega ya hme iski book ke liye apply krna hoga??

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem +1

      deposit ka form aap ko bank se milega wahi aap bhar kar jama kar sakte hai

    • @_Arman_Qureshi
      @_Arman_Qureshi Před rokem

      @@creditkaro okkayy sir thnkuu

  • @bxlgamer9513
    @bxlgamer9513 Před 7 měsíci

    Mobile Number jo Bank se link hai wahi dena hoga ya dusra de sakte hai

  • @seemabisht5663
    @seemabisht5663 Před 5 měsíci

    Sir mera SBI ka cheque h or es ICICI bank ke acc m deposit Krna h yeh SBI ke bank account m jaa ke deposit ho jayega or yeh he from fil Krna hoga sir pls

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 5 měsíci

      aap ko apne bank icici bank me ja kar cheque ko jama karna hai
      tabhi cheque ka paisa aap ke bank account me aa yega
      aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.

  • @sajanvasava380
    @sajanvasava380 Před 7 měsíci +1

    Cheque ke form ke piche signature krna padta hai ya nhi sir...

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 7 měsíci

      signature karna padta hai, agr signature karne ke liye diya hai to
      aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.

  • @Ajay_Panwar.
    @Ajay_Panwar. Před 6 měsíci

    Sir ager reject hota he toh ky cheque WPS milta he kya

  • @vijayrajbharfunnytime
    @vijayrajbharfunnytime Před 6 měsíci

    Account number aapka dala hai ya jo cheque par hai woh dala hai

  • @Roshan6115
    @Roshan6115 Před 11 měsíci +1

    Bhai...muja sbi ka cheque mila hai or mera account Axis ma hai.... cheque clear kitna din ma hoga...
    Yak din ma mil jaya koi process hai kiya

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci +1

      1 se lekar 3 din ka time lgta hai
      aap ke bank par bhi nirbhar karta hai ki cheque ko kitna jaldi clear karte hai
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho

    • @Roshan6115
      @Roshan6115 Před 11 měsíci

      @@creditkaro Bhai NEFT form fill up kesa kara...jab SBI ka cheque mila or account non-sbi ma ho...
      Or kis bank ma deposit kar na hai...plz batao

  • @MohdDanish-pe5zk
    @MohdDanish-pe5zk Před 3 měsíci

    Kitna charge कटेगा

  • @kaushalguptak.g4455
    @kaushalguptak.g4455 Před 3 měsíci

    ICICI bank ka check sbi me jama kar sakte hai ki nahi

  • @ashutoshtiwari6377
    @ashutoshtiwari6377 Před rokem +1

    Branch konsa dalega cheque wla ki jis bank m cheque form fill uska bank branch?

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem +1

      jis bank me cheque jama karna hai uska branch ka name likhana hai aur cheque wala branch bhi dalna hai
      video me puri jankari diya gya hai jis tarh form ko bharna hai
      aur bhi koi sawal hai to aap puchh sakte ho

  • @bxlgamer9513
    @bxlgamer9513 Před 7 měsíci +1

    Pan No kiska dena hai jo jama karne jayega uska ya jiske account me jama karna hai uska

    • @bxlgamer9513
      @bxlgamer9513 Před 7 měsíci +1

      Or mobile number jo Bank se link hai wo dena hai ya dusra bhi de sakte hai

  • @rajababursr2509
    @rajababursr2509 Před 10 měsíci +1

    SIR AXIS BANK KA CHECK H SBI ME JAMA KRUNGA TO KITNE DIN ME ACCOUNT ME PAISE AA JAAYEGAAAA . PLEASE REPLY BOSSS😢

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci +1

      1 se lekar 3 din ka time lgta hai
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho.

    • @rajababursr2509
      @rajababursr2509 Před 10 měsíci

      @@creditkaro NO THANKS BOSSS ♥️

  • @AnandSingh-js3xh
    @AnandSingh-js3xh Před 7 měsíci +1

    pnb to sbi via cheque........kitna time lagega....

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 7 měsíci

      1 se lekar 3 din ka time lgta hai.

  • @bhaktistatus6571
    @bhaktistatus6571 Před 7 měsíci +1

    PNB ki check SBI Bank me rupya transfer kitne din me hoga

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 7 měsíci

      1 se lekar 3 din ka time lgta hai
      aur bhi koi sawal hai to puchh sakte ho.

    • @bhaktistatus6571
      @bhaktistatus6571 Před 7 měsíci

      Bhai jese nhi huye to check mil jati hai

  • @amankumarshaw
    @amankumarshaw Před 8 měsíci +1

    Kitna time lagta hai ye transfer hone me

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 7 měsíci

      1 se lekar 3 ghante ka time lgta hai.

  • @munnamobile2033
    @munnamobile2033 Před 10 měsíci +1

    Bhai jo Drawn on bank ke pass jo branch ka name h usme kis bank ka name bharna h?

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      jis bank ka check hai us bank ka name likhna hai
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho

  • @dhruvpatel3755
    @dhruvpatel3755 Před 5 měsíci +1

    Bhai pan no. To jiska acc hai uska likhna hai na

  • @ashutoshtiwari6377
    @ashutoshtiwari6377 Před rokem +1

    Sir Mere pas Axis bnk cheque h aur Indian bnk m jma krna h branch kiska dalenge?

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      indian bank ka branch, or bs jis column me "cheque details" bharna hai second wale me waha axis bank ka branch bharna hai cheque details me

  • @shubhammaurya9633
    @shubhammaurya9633 Před 11 měsíci +1

    Can you tell I had opened my SBI bank in gorakhpur and I am studying in Noida and got my fees refunded from my college and cheque is of PNB bank did I can submit the PNB cheque in Noida SBI branch as currently I can go to my home up to Diwali

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci +1

      Yes
      you can submit tha cheque nay sbi branch

  • @praveendubey5951
    @praveendubey5951 Před rokem +1

    Mera sbi ka cheque hai aur canara mein jama karna h to kaise karenge aur pay ke samne kewal payee ka name likhna hai ya account no bhi likhna hai

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci

      form me pay ka option nahi hota hai
      cheque me pay ka option hota hai
      aap ko cheque jama karna hai bank me ya cheque ko bharna hai

  • @vk83217
    @vk83217 Před 8 měsíci +2

    Mera hdfc ka bank account hai mujhe bank of india account se 25k cheque se transfer krne hai hdfc mein toh deposit slip mein account no. Kiska daalna padega?

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 8 měsíci

      agar aapko kisi dusre bank ( bank of india) cheque diya gaya hai or aap apne hdfc bank me jama karna chahte ho to aapko cheque jama form me apna bank account number likhna hai kyuki aap apne hdfc bank me cheque ka paisa jama karna chahte ho,,
      or bhi koi sawal hai to puchh sakte ho

    • @vk83217
      @vk83217 Před 8 měsíci

      @@creditkaro means hdfc mein jama kara rahe hai toh deposit slip mein hdfc ac number likhna padega right?

    • @sangramdalabehera7913
      @sangramdalabehera7913 Před 7 měsíci

      ​@@creditkaro kitne din mai amount transfer hota hai??

  • @paltumovie
    @paltumovie Před rokem +1

    Iss from per demand draft deposit kar sakta hai kiya

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      No
      demand draft ka dusra form hota hai

  • @Mohammad-Intaj-Ansari
    @Mohammad-Intaj-Ansari Před 7 měsíci

    Chek ke piche said bhi kuch likhana padta hai

  • @chandanroy1151
    @chandanroy1151 Před 11 měsíci

    Sir bhaiya ka account me jama karenge aur jama karne ke liye mai jaunga to check per signature kiska kare

  • @danishsyed-up1no
    @danishsyed-up1no Před 11 měsíci +1

    Sir mujhe check axis bank ka mila aur mera account sbi bank me hain aur me dusre district me hun to mujhe kis bank me jana haga Axis /ya sbi
    Dusre district se hota hai kya transfer
    Please reply my comment

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci

      apne najdiki sbi branch me ja kar cheque ko jama kar sakte ho
      aur bhi kio swal hai to aap puchh sakte ho

    • @murarisingh5825
      @murarisingh5825 Před 10 měsíci

      Sir me company ka cheque bank me jama Kiya but account mere wife k nam pr hai but cheque apne naam daal Diya waise account book me Mera v naam hai kya clear hoga

  • @rahulchauhan2558
    @rahulchauhan2558 Před 11 měsíci +1

    Siryhi sab pnb ka form me kese bharna hai btado badi dikkat horhi hai🥲

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci +1

      jaise video me bataya hai waise hi aap ko pnb ka form ko bharna hai
      aur bhi koi bhi swal hai to aap puchh sakte ho

    • @rahulchauhan2558
      @rahulchauhan2558 Před 11 měsíci

      @@creditkaro sir wo to me smjh gya ki bharna wese hi hai magar Puri tarah nh samjh parha . Hp ske to ap ap mujhe WhatsApp me smjhadijiye video ya photo ke madhyam se . 9528033730. . Taki kal fir Jake cheque laga saku bank me🙏🏽

  • @vaibhavdubey2711
    @vaibhavdubey2711 Před 9 měsíci

    Sir mere check clear hogya but account mai pisa Credit hogya but usko mai nikal nhi pa rha hu sir plz baatye kya kru

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 9 měsíci

      kis wajh se aap paise nahi nikal pa rahe ho. karn batao tabhi aap ka help kar sakta hu.

  • @SantoshKumar-zu3vp
    @SantoshKumar-zu3vp Před 10 měsíci +1

    Bank charge kitna % h

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      aap jitna paise transfer karte ho usi ke anusar charge lgta hai.
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho.

  • @saurabhthakur6795
    @saurabhthakur6795 Před rokem +1

    Kiske bank me jama karenge

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      agr aap ko kisi dusre bank ka cheque diya gaya hai to aap is prakar se apne bank me jama kar sakte ho
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho

  • @saurabhthakur6795
    @saurabhthakur6795 Před rokem

    Kise bank me jama karenge cheque

  • @f1.motivation
    @f1.motivation Před rokem

    But jo aap ne date fill ki hai vo same nhi hai bhai

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      cheque me 16/06/2023 ka date hai kyoki cheque mujhe pahle diya gya tha

  • @itz.durg.9084
    @itz.durg.9084 Před 10 měsíci

    Hello sir ek swal puchna ha

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      aap ka koi bhi swal puchh skte ho.

    • @itz.durg.9084
      @itz.durg.9084 Před 10 měsíci

      @@creditkaro sir ager paisa na ho to paise nikal sakte ha date aaj dala kal expire ho jayenga sir 😭

  • @hetvipanchal68
    @hetvipanchal68 Před 11 měsíci +1

    Ye cheque bhi dena he sath me

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 11 měsíci

      Yes
      form ke sath me cheque bhi jama karna hai bank me aur cheque ke pichhe bank account holder ka name, account no, mobile no likha hona chahiye
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho

  • @sunitasubbaSA
    @sunitasubbaSA Před 8 měsíci

    if wrong account number being put then how to refund

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 8 měsíci

      iske bare me bank ja kar bat kare

    • @rkrishugaming2929
      @rkrishugaming2929 Před 8 měsíci

      Wrong account m transfer hi nhi hoga kyuki pahle check se account holder ka name match hona chahiye

  • @JeetSingh-qz6tt
    @JeetSingh-qz6tt Před rokem +1

    Mobile no. Or Pan no. Kishka hona chahiye

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      jiske account me aap cheque jama karne wale ho

  • @digambersinghjatsingh6316

    Kisi bhi sbi brach me jama kar sakte he ya apani home barch me

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      apna home branch me jama kar sakte hai
      or bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho

  • @ramkaushik840
    @ramkaushik840 Před 10 měsíci +2

    Ye cheque bank mai kaha jama hoga or kitne din me paise aa jayege account main

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      bank me cheque box hota hai aap us cheque box me jama kar sakte ho.
      1 se lekar 3 din ka time lgta ha cheque ka paise account me aane main.

  • @apnamusic9802
    @apnamusic9802 Před 10 měsíci +1

    Bhai maine 2 din phele kanara bank ka check sarva haryana gramin Bank me lagaya to kitne din mein aa jayenge paise ??

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      3 din ka time lgta hai. aur aap ke bank par bhi nirbhar karta hai ki kitna jaldi aap ke bank account me paise deposit karte hai.
      aur bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho.

  • @PradeepOraon-jo2gk
    @PradeepOraon-jo2gk Před 10 měsíci +1

    Kitne din me paisa ayaega

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před 10 měsíci

      1 se lekar 3 din ka time lgta hai paise ane me.

  • @shadabkhan876
    @shadabkhan876 Před rokem +1

    Bhai aaj mujhe customer ne hdfc bank ka check diya hai to usko sbi bank main kaise jama karte hai

    • @creditkaro
      @creditkaro  Před rokem

      same process jo video me bataya hai
      or bhi koi swal hai to aap puchh sakte ho