BAKREBAAZI 🐐 AT JD GOAT 🐐 AND SHAWAYA GOAT FARM 🐐 WITH FAISAL SARANG BHAI (IMRAN BHAI JD SE MULAKAT)

SdĂ­let
VloĆŸit
  • čas pƙidĂĄn 22. 08. 2024
  • BAKREBAAZI 🐐 AT JD GOAT 🐐 AND SHAWAYA GOAT FARM 🐐 WITH FAISAL SARANG BHAI (IMRAN BHAI JD SE MULAKAT)

Komentáƙe • 41

  • @mahmoodaalam5347
    @mahmoodaalam5347 Pƙed měsĂ­cem +1

    Walakum salam mashallah bahut khoob bhai

  • @arbazpatel5201
    @arbazpatel5201 Pƙed měsĂ­cem +4

    Faisal bhai I would like to thank you for showing your love n support for sarfaraz bhai. Kitne logo ka shauk aap pura krte ho big thanks to u. Allah aapko aur kamyabi de.

  • @umerrashid3836
    @umerrashid3836 Pƙed měsĂ­cem +1

    Mashaallah Mera bhai
    Imran bhai se milgaye
    Allah apko aur
    Kamiyabi de
    Bhai ❀❀❀❀

  • @parvezahmed999
    @parvezahmed999 Pƙed měsĂ­cem +2

    Faisal bhai aise hi logo ka housla badate rahe❀❀

  • @SalmanKhan-up8df
    @SalmanKhan-up8df Pƙed měsĂ­cem +2

    NUMBER ONE VLOGGER ONE AND ONLY SARFARAZ BHAI KEEP MOVING FORWARD BHAI ✚

  • @arbazpatel5201
    @arbazpatel5201 Pƙed měsĂ­cem +2

    Mashallah. Allah sabko kamyabi de❀

  • @sayedyunusali-cn7qd
    @sayedyunusali-cn7qd Pƙed měsĂ­cem +2

    Haque se bhai ek number farm aap ne cover kiya dil ki tammana puri hogai bhai ❀❀❀❀❀❀

  • @amenterprises2896
    @amenterprises2896 Pƙed měsĂ­cem +2

    Nice video quality, suberb interaction with imran bhai, love to watch jd videos on unknown blogger

  • @Rameez_A
    @Rameez_A Pƙed měsĂ­cem +3

    MashaAllahđŸ‘Œâ€

  • @saifkhan5646
    @saifkhan5646 Pƙed měsĂ­cem +2

    Mashallah Mera bhai Allah aur kamiyabi de

  • @mauzamshaikh4231
    @mauzamshaikh4231 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bakre shawaaya par ❀❀❀❀ek number❀

  • @mohdumaraarifkhan8481
    @mohdumaraarifkhan8481 Pƙed měsĂ­cem +2

    MASHA ALLAH Bohot khoob Bhai ❀❀❀❀❀❀❀❀❀

  • @shakeelkhan-dx8rt
    @shakeelkhan-dx8rt Pƙed měsĂ­cem +2

    Congratulations s

  • @ShaikhAbrar-o9c
    @ShaikhAbrar-o9c Pƙed měsĂ­cem +2

    Mashaallah Bhai

    • @ShaikhAbrar-o9c
      @ShaikhAbrar-o9c Pƙed měsĂ­cem

      Bhai dil ke arman dil me rahe gaye bade joro shoro se farm banaya tha har taip ka ghas bhi lagaya tha kuch bakre aur murgiya bhi farm par dali lekin Allah pak ki marji ramjan eid ke din hi farm me aag lag gayi jisme 16by 120 fit ka shed 10minat me khak ho gaya eid ka din tha ham bhi farm par nahi ja paye magrib ke waqt baju ke khet wale ne khet me suka chara jalakar chala gay aur aag ki chpet me pura farm jal gaya

    • @ShaikhAbrar-o9c
      @ShaikhAbrar-o9c Pƙed měsĂ­cem

      Lekin bhai shauk kam nahi hua pahle patner me kiya tha kuch wajhe o bhi rahi ab inshaallah khud shuru karege

    • @ShaikhAbrar-o9c
      @ShaikhAbrar-o9c Pƙed měsĂ­cem

      Aap se wada kiya tha ke jaisa bhi farm shuru honga pahla shut aap hi ke Chanel pe karna tha

    • @ShaikhAbrar-o9c
      @ShaikhAbrar-o9c Pƙed měsĂ­cem

      Lekin bhai Allah ki marji Allah ne kuch bahetar socha honga

    • @ShaikhAbrar-o9c
      @ShaikhAbrar-o9c Pƙed měsĂ­cem

      Inshallah jab bhi shuruwat hogi sarfraz bhai aap ko ana honga dhuliya jila pimpalner abrar shaikh

  • @Neyazvlog16
    @Neyazvlog16 Pƙed měsĂ­cem +2

    Inshallah❀

  • @warisshaikh8838
    @warisshaikh8838 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bhai Logo ko 2 Chiz Pasand aati hai ek Sawal Puchne Wala Dusra Jawab Dene Wala Aap Aur Imran Bhai ke Baate 2No Bohot Sahi aur logo ko pasand aati hai JD ki Continue Videos Banana Bhai Pura Saal Inshallah Bohot Faida hoga Sabka
    Zazakallah

  • @mauzamshaikh4231
    @mauzamshaikh4231 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bakrebaazi me Dilip kumar
    Imran bhai jd waale❀

  • @ismailansari1972
    @ismailansari1972 Pƙed měsĂ­cem +2

    In Sha Allah Allah aapko or izzat se nawaze bhai ❀ or faisal sarang bhai ko salute hai bhai Allah or kamyaab kare bhai ko bada kaam kar rahe hai bakrebaazi ko promote karne k liye ❀

  • @Goatlove24
    @Goatlove24 Pƙed měsĂ­cem +4

    Bhai bhai..jd or sawaya ka video alag alag dalna cheye tha apko

  • @zaidshaikh7440
    @zaidshaikh7440 Pƙed měsĂ­cem +2

    MashaAllah bhai ek no Allah apko kohub kamyab Kare ameen â€â€â€â€â€â€â€đŸŽ‰đŸŽ‰đŸŽ‰đŸŽ‰

  • @imtiyazkhan5841
    @imtiyazkhan5841 Pƙed měsĂ­cem +3

    Sarfraz bhai allah aapko kamyab kre❀

  • @Cricfoot45-18
    @Cricfoot45-18 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bhai classic goat farm pe jaao

  • @rumankhan5393
    @rumankhan5393 Pƙed měsĂ­cem +3

    Faisal bhai ki mithayi ki shop hai kurla may .

  • @SameerKhan-n9q
    @SameerKhan-n9q Pƙed měsĂ­cem +1

    Bhai ma app subscriber hu

  • @ansarimohammedtaha6604
    @ansarimohammedtaha6604 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bhai jd goat farm aur fahad bhai kya matter huva koi bataiga?

  • @Cricfoot45-18
    @Cricfoot45-18 Pƙed měsĂ­cem +1

    Bhai classic goat farm ke video daalo

  • @irfanchoudhary6174
    @irfanchoudhary6174 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bhaaai jd ke bakrey nhiii cover kiye ap???? Only imran bhaai sey baat hui ??? Bakrey bii cover krne chaiye tha

  • @sayedyunusali-cn7qd
    @sayedyunusali-cn7qd Pƙed měsĂ­cem +2

    Assalamualaikum bhai ❀❀❀

  • @EntertainmentGamer-ct5is
    @EntertainmentGamer-ct5is Pƙed měsĂ­cem +1

    Video me kitna sarif banta hai ye buddha real me itna attitude raheta hai thoda sharam karo

  • @voiceofthestreets5270
    @voiceofthestreets5270 Pƙed měsĂ­cem +2

    Bhai Faizal bhai k bakre q nai cover kiye iss Eid me

  • @azampathan4905
    @azampathan4905 Pƙed měsĂ­cem

    Bhai Muharram ka mahine hai bhai meri request hai bhai 2 ya 3 din tak video mat bano bhai pls baki aap ki marzi bhai