JIO AIRFIBER BOOKING PROCESS | PRICE | PLANS Explained In Hindi đŸ€©đŸ€©

SdĂ­let
VloĆŸit
  • čas pƙidĂĄn 10. 09. 2024

Komentáƙe • 10

  • @mansi188
    @mansi188 Pƙed 4 měsĂ­ci

    Can u please tell me..yh jioair fiber toh postpaod h toh kya isme bill aayega jb hmara plan khtm hoga.

    • @LakshyaYadavVlogs.
      @LakshyaYadavVlogs.  Pƙed 4 měsĂ­ci

      Jio Airfiber ke saath prepaid aur postpaid dono option available hai,,,agar aap postpaid lete hai toh bill aayega.apke is question ko lekar hm detail me discussion karenge next video me.Thanks for watching,pls subscribe my channel â˜șïžđŸ’

    • @JTSAnish
      @JTSAnish Pƙed 4 měsĂ­ci

      @@LakshyaYadavVlogs. oi tuja bohot pata sala air fiber srif postpaid available ha

  • @Purnanshu15
    @Purnanshu15 Pƙed 4 měsĂ­ci

    Bhai 1year ka price bas 5240 â‚č total ki 6 months ka tha

    • @LakshyaYadavVlogs.
      @LakshyaYadavVlogs.  Pƙed 4 měsĂ­ci

      Sorry Bhai 😅 Mai Mention Krna Bhul Gya â‚č5240 6 months ka hai jisme 50 days extra milta hai.it means ki 7 months 20 days ka plan hai â‚č5240 ka SO SORRY BHAI MISTAKE SE BOL DIYA MAI đŸ«ŁđŸ«Łâ€ïžâ€ïž

    • @Purnanshu15
      @Purnanshu15 Pƙed 4 měsĂ­ci

      @@LakshyaYadavVlogs. Bhai sab payment online kisi link pe installation ke baad karna hota hai ki cash bhi payment kar sakte hai

    • @LakshyaYadavVlogs.
      @LakshyaYadavVlogs.  Pƙed 4 měsĂ­ci

      @@Purnanshu15 nhi bhai ek link pe payment Krna hota hai cash ka option nhi hota hai

    • @Purnanshu15
      @Purnanshu15 Pƙed 4 měsĂ­ci

      @@LakshyaYadavVlogs. Thanks bro
      Bhai agar bgmi live stream karna ho to lagva sakte hai
      Stream karne bhar ki upload speed aati hai ki nahi

  • @mauryawwkw
    @mauryawwkw Pƙed 4 měsĂ­ci

    Bhai ye toh wahi khel chl rha hai Jo jio 4g k time me Kiya tha 😅đŸ˜