मंदिर में चढ़ावे बोलने से फायदा या नुकसान ? Money Management In Jain Temple | Confusion - Solution

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 29. 08. 2024
  • मंदिर में चढ़ावे बोलने से फायदा या नुकसान ? (Confusion - Solution)
    प्रणाम,
    मंदिरों में होते चढ़ावे देखकर कई बार लोगों के मन में प्रश्न उठता है कि आखिर इन सबकी ज़रूरत क्या है, पैसेवाले चढ़ावे ले लेते हैं और जो पैसेवाले नहीं है वो देखते रह जाते हैं इसलिए यह प्रथा सही है या नहीं ?
    इस प्रश्न को गंभीरतापूर्वक समझने का प्रयास करते हैं
    जय जिनशासन
    जय महावीर
    #jaintemple #jaintirth #jainism #jain #Jains #jaindharm #jainreligion
    To Join Jain Media’s WhatsApp Group
    Kindly Save +91 7200805050 And Send Us You Name and City (Via WhatsApp).
    Contact Jain Media - jainmediainfo@gmail.com
    Join Our Telegram Group For Updates : t.me/joinchat/...
    Join Jain Media Membership :
    / @jainmedia
    ========================================
    Subscribe Us On CZcams - / jainmedia
    Like Us On Facebook - / jainmedia
    Follow Us On Instagram - / jainmedia
    Our Website - jainmedia.in/

Komentáře • 109

  • @chhayag.434
    @chhayag.434 Před 2 lety +10

    आप बहुत अच्छे से समझाते हो

  • @subodhjain7778
    @subodhjain7778 Před rokem +1

    बहुत अच्छी बात है। परन्तु चढावा /दान बोलने या बुलवाने में अहंकार नहीं होना चाहिए। बहुत बार यह देखा जाता है कि यह कार्य अहंकार में भरकर किया जाता है। इस कार्य में व्यक्तिगत, जातीय, पंथिक या धार्मिक किसी भी प्रकार के अहंकार से दूर रहना चाहिए।यदि गुप्त चढावा /दान दिया जा सके तो बहुत ही अच्छा है।

  • @veeramjain4080
    @veeramjain4080 Před 2 lety +5

    Nuksan he hai kyuki bhagwan ko paiso ki jarurat nahi hoti yeh sab to samaj ke chochle hai isse acha jain samaj mai bahut garib log hai unko यह paise देकर unki help karenge to acha rehta hai or bhagwan ji bhi khus hote hai
    Jai jinshan

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem

      Samaj me jain sadharmik ki bhakti karne aur arthik madat karne ke bohot saare raaste hai, but iska ye matlab nahi ki dev dravya ki vruddhi ko rok de ya kam kar de. Aapko apne aapse vivek buddhi ka upyog karna hai. 🙏

  • @varanasirealstate7513
    @varanasirealstate7513 Před 2 lety +1

    Jay jinendra

  • @piyushkumarpatel299
    @piyushkumarpatel299 Před 2 lety +7

    Today is simandhar swami's janam kalyanak❣️

  • @harshitajain2954
    @harshitajain2954 Před 2 lety +2

    Jai Jinendra 🙏🙏

  • @indramaljain394
    @indramaljain394 Před 8 dny

    बहुत अच्छा लगा

  • @chhayag.434
    @chhayag.434 Před 2 lety +5

    जैन समाज के लिए मंदिर परिसर के पास घर बनाकर दे तो मिडल क्लास फॅमिली कम ब्याज और बजट मे ठीक ढंग से जिन्दगी गुजार सकती है हाय बजट वाले घर लेकर काफी सालोतक किश्त चुकानी पड़ती है

  • @priteshshah477
    @priteshshah477 Před 2 lety +15

    All India level Jain Foundation banana chahiye Uske under me School Collage Hospital banane chahiye
    Aur usme only Jain Community ko hi labh milna chahiye.
    Jisse bahot sare Jain family jo aarthik rup se kamjor he unko benefit Mil Sake...
    Jaise BAPS banaya gaya...

    • @arihanttechcompany8973
      @arihanttechcompany8973 Před 2 lety +1

      Well said. In karnataka, tamilnadu, Maharashtra I had seen poor jains struggling for good education and employment. JITO working on that, but still not enough.

    • @nemimedia22
      @nemimedia22 Před 2 lety +1

      Shi baat hai but hum dev dravya ke paise ka istemal ese nhi kar sakte hai kyuki dene wale ka motive woh nhi hai ki humare paise se hospital woh sab banaye isliye waha nhi use kar sakte aur kar b de but jab dharm ya mandir pe koi muskeli ayegi tab woh find ka kya hoga woh fund jaha lene jayege
      Kuch b galat bola ho toh michaami dukdam 🙏

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem +1

      Dev dravya ke paiso ka use hospitals aur education facilities me nahi laga sakte hai, ye prabhu vachan se virudh hoga. Jain shashan ki vyavastha me 7 Kshetra diye hai, agar koi vyakti ka uddesh samaj ke hetu hospital aur colleges ka ho toh ve uske related kshetra me rashi likhwa sakte hai. 🙏

    • @priteshshah477
      @priteshshah477 Před rokem

      @@pratikshah5549
      Ok
      🙏🏻

  • @ravioswal537
    @ravioswal537 Před 2 lety +5

    Hume khud ka bank bna k surplus funds ko aarthik roop se kamjor jain bhaiyo ko low interest rate par loan dena chahiye

    • @jaychheda4250
      @jaychheda4250 Před 2 lety +1

      Same thought ayaa thaa .
      Per agar ye paise trustee business me use nai kar sakte bhale interest dete ho..
      To ham kaise use kar sakte hai..

    • @ravioswal537
      @ravioswal537 Před 2 lety +1

      @@jaychheda4250 bank me idle rakhne par negligible interest milta hai aur jaisa ki vdo me btaya gya hai ki bank se vo Paisa indirectly kisi ese kam me chla jata hai jo sahi nahi hai .
      To usse accha humare jain bhai jinka record Saaf hai aur jinko paise ki need hai unko kam interest me loan de k help kar do

    • @yathinjain
      @yathinjain Před 2 lety

      @@ravioswal537 esa nahi ho sakta..

  • @naveenjain9381
    @naveenjain9381 Před 2 lety +3

    Mai bhi jain hu sir but ye chadava kis mahapurusho ne shuru Kiya??
    Bhagwan mahaveer to Apna sab kuch tyag ke ghar se nikle the na ki chadava chada kar
    Aur na kisi jagah chadave ka koi likha h

  • @Mumbaicallingyou
    @Mumbaicallingyou Před 2 lety

    adbut alkalpaniya tha ye video
    perfect upto the mark
    apko koti koti vandan

  • @suniljain2193
    @suniljain2193 Před 2 lety

    Ek dam sahi... Jitna jaruri ho utne hi chadhave bole Jaye.. nahi to karm bandhan ki anek sambhavna h

  • @padmeshbhaijainindustriali89

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @nehu0511
    @nehu0511 Před 2 lety +5

    जिनके पास pese ni h to wh insan kbhi bhgwan k koi kryakrm me hissa hi ni le pyaga hr कार्यक्रम में तो बोली ही lgti h to jink pas pese ni h bo व्यक्ति कभी v hissa ni la pata h

    • @Vinith26
      @Vinith26 Před rokem

      Aisa koi jarruri nahi hai
      Jitni apni yathashakti ho utna hi karna chahiye

    • @kunaljain0079
      @kunaljain0079 Před rokem

      Actually
      Those who follow jainism
      They should be given first preference
      Not to those who give money and purchase arti

  • @namandomadia4445
    @namandomadia4445 Před 2 lety +1

    So much right, you guys are superb. Thanks a ton to entire Jain Media Team. Itni himmat rakhke aapne ye sab bola. 🙏🙏🙏

  • @shanthibai5049
    @shanthibai5049 Před 2 lety +1

    Nice🙏

  • @arihanttechcompany8973
    @arihanttechcompany8973 Před 2 lety +1

    Jai jinendra,
    You had explained in nice way. Please make a video on one more subject. We are digambar Jain sect. But wherever we go usually look for Jain dharsmsala for stay and food. In many places we were denied to stay or charged more to stay in other sect dharsmsala. I request all shall verify the identity and treat equal regardless of different sects.

  • @anishajain7322
    @anishajain7322 Před 2 lety +1

    🙏🙏👌

  • @shital_shah
    @shital_shah Před 2 lety

    Food for thought...👌👍

  • @sheelanaik4875
    @sheelanaik4875 Před 2 lety

    Nice🙏🙏🙏🙏🙏

  • @radhikashah5814
    @radhikashah5814 Před 2 lety

    Nice🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @simharashi1855
    @simharashi1855 Před 2 lety

    Mandir mei chadave se, samaj mei neta ready hota hai, jo achi baat hai, aur woh neta samaj ko lead karta hai,achi baat,lekin jarurat se jyada chadave nahi hona chahiye,agar extra fund hai toh, directly,samaj ke arthik roop se kamjor logo ko ghar bana kar dena chahiye.

  • @pravinoswal7426
    @pravinoswal7426 Před 2 lety +4

    Ek video ispe bhi hona cahiye ki jo mandir at present hai voh acche se sambhale aur naye mandir aage nahi banane cahiye....micchami dukkadam

    • @nikitashah4747
      @nikitashah4747 Před 2 lety

      Totally agree👍

    • @hiteshjain009
      @hiteshjain009 Před rokem

      pranam
      prachin mandir ko sambhalne ki jimedaari kisi ek vyakti ki nahi balki poore jain samaj ki hai. Hum resorts ya hill stations mai ghumne jaate hai, virodh nahi hai par us program mai nazdik ke koi prachin jinalay mai bhi janne ke baare mai hum kitna sochte hai. Prachin tirth mai palitana, girnar, sikharji aur shakeshwar ko chod kar hume kitne tirth ke naam pata hai aur hum un tirth mai saal mai kitni baar jaate hai. Tirth ki raksha humare waha jaane se hogi. Aap ke baat sahi hai ki prachin mandir ko sambhalna chaiye par isse naye mandir nahi banna ye sahi nahi hai.

  • @Sunny-sk3vq
    @Sunny-sk3vq Před 9 měsíci

    जो चदावे का पैसा बच जाता है वो समाज कल्याण में खर्च की जा सकती है जैसे गरीबों को घर बनाके देना, जो स्कूल फीस नहीं भर सकते उनकी फीस भरना, किसी गरीब रोगी का इलाज करवाना, पक्षी पक्षियों के लिए दाना पानी खरीद कर डालना मतलब ऐसे कार्य करना जिनसे समाज का कल्याण हों सके

  • @pallaviikothari
    @pallaviikothari Před 2 lety

    🙏🙏🙏

  • @yashshah2343
    @yashshah2343 Před 2 lety +2

    1 chadhaava esa bhi hona chahiye ki jo arthik rup se kamazor jain he use loan diya jaye, jo jain samaj ke log hi niche hoge to kese koi dharm kar sakta he

    • @tanishjain6146
      @tanishjain6146 Před 2 lety

      It's called sadharmik bhakti it should done by own not from dev dravya

  • @Silverstone11
    @Silverstone11 Před 2 lety

    🙏🙏

  • @soumildoshi6724
    @soumildoshi6724 Před 2 lety

    Possible solution: Like old times chadava should be in gold & not in money...

  • @darshanjain496
    @darshanjain496 Před 2 lety

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @ravindraranka
    @ravindraranka Před 2 lety

    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @kanhaiyajain4749
    @kanhaiyajain4749 Před 2 lety

    Nice bro

  • @shashikothari9314
    @shashikothari9314 Před 2 lety +4

    noted all the arguments in favour and against. I understand that we require funds but BOLI kyon? when I see the 'bolis' going on, one quoting above another and the game continuing for a long time, I don't feel like I am sitting in a pious temple before God. lagta hai ki hum share bazaar ya mandi mei baithe hai jahaan paison ki saudebaazi ho rahi hai....prabhu toh sab tyaag gaye aur prabhu ke mandir mei hi paise ka khel? sorry, but I feel ashamed too sometimes. Cannot we have voluntary donation or some other way of collecting money ? I've seen that in terapanthis. And kahin kahin maharajsa log bhi aise bol bolte hai, so that people will not only participate, but jyada se jyada quoted karen . Baad mei log garv se kehte hai ki itne karodon ki boli lagi........money should not be glorified.

    • @lalithajain5691
      @lalithajain5691 Před 2 lety +2

      Ekdam sahi kaha.. chadava lene wala khud ko Raja samajhte hue nikalta he 😂😂😂

    • @arihanttechcompany8973
      @arihanttechcompany8973 Před 2 lety +1

      I fully agree with your view. Many times low income peoples feel they were ignored and not part of the systems. They shy away while boli happens.

    • @amar123ism
      @amar123ism Před 2 lety

      @@arihanttechcompany8973 agreed

    • @hiteshjain5133
      @hiteshjain5133 Před rokem

      Pranam
      Boli bolne se ya na bolne se koi bhi bada ya chota nahi hota. Jo log boli bolte hai wo apne lakshmi ka sadupyog kar rahe hai is baat hai dhyaan dena chaiye. Hum yadi chote se choti boli bol kar bhi maanke uttam bhav se prabhu ke puja kare toh wo boli utkrust boli boli jayegi.

  • @nlb0090
    @nlb0090 Před 2 lety

    🤗👌🙏😊

  • @mishrimalmutha971
    @mishrimalmutha971 Před rokem

    मंदिर के लिए मार्बल किनसे खरीदी करते हो इसकी जानकारी देना

  • @ruchitashah3652
    @ruchitashah3652 Před 2 lety +2

    Devdravya Rupees can't be use in making dharmshala & bhojanshala @jain Media Please provide References from where you solve Problems & give solution.

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem

      Devdravya ke paise dharamshala aur bhojanshala me use bilkul nahi kar sakte hai.. but yaha baat chadava ke paiso ki hai.. kai baar sangh me chadava ke paise Sadharan khata me use honge aisa keh ke lete hai (Chadhava not related directly to dev dravya), toh iss video me unn chadavo ke paiso se Dharamshala and bhojanshala ka sandharb diya gaya hai. 🙏

  • @ashishr9341
    @ashishr9341 Před 2 lety

    Sir ji bahut achha bataya apne...apka naam jan sakta hun

  • @nehu0511
    @nehu0511 Před 2 lety +2

    मंदिर की jgh to scool y hospital opn kr wana Jo ese Jain Bhai y Bahn h jo jain priwar h jo khrcha ni utha pate h unko help milegi or jain ka pesa jain me hi jayga jisse kujh kmjor priwar h jain unko help hogi

  • @leenagada2928
    @leenagada2928 Před 2 lety

    Devdravya na rs upper intrest aape chhe
    Evu me sambhaliyu hatu ane tyare
    Me pan same je vat video ma aape
    Kidhi temaj kidhu hatu pan vat ne egnor
    Kari hati

  • @saiyamjain143
    @saiyamjain143 Před 2 lety +1

    Mehul bhai, Agar log black money se chadhava bolte he.. is it justified?

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem +1

      Black Money के एक करोड़ से रुपये से भी Pure Money का एक रुपया अच्छा

  • @sapnamaru4145
    @sapnamaru4145 Před 2 lety

    Aapse vinati ki jis trh apne is bare m jankari di vese hi chote chote niyam pachhkan k bare m jankari deve taki jan ske kya shi h kya galt bhut logo ko nhi pta h kese krna pachhkan plz bataye

  • @lavkumarpunjabi1377
    @lavkumarpunjabi1377 Před 2 lety

    Grt ... but how would u knw ki paise kaha se aa rahe hai vyapar mai rolling hoti raheti hai to woh kaise pata karoge kisne, kaunse or kaha se or kahake paise diye .n what is boli wala system ,ek jagah jaha Mahatma ne paise ,ghar ,ityadi cheeze tyag di aaj un hi ke naam pe paise ki boli shamefull ...

    • @hiteshjain009
      @hiteshjain009 Před rokem

      Pranam
      Paise kaha se aate hai aur kiske paise hai ye pata lagane ka koi sysytem toh kisi ke paas nahi hai. Par jin shashan ka shravak yadi chadava bolta hai toh ye maan ke chalte hai ki wo paise niti purvak hi kamaye gaye hai.
      Kabhi bhi mahatma ke naam par chadave nahi bole jaate. Guru bhagwan toh paiso ko haath bhi nahi lagate. Guru bhagwan sirf sangh ko prerna dete hai taki sangh ke dev tatha sadharan draya mai vrudi ho.

  • @hemantkumarbangani3720

    Kya hum Tata company ke share lekar invest kar sakte hai kya?
    Kya tat company se hinsa hoti ki nai?

  • @itwhs5255
    @itwhs5255 Před 2 lety

    Chadave me Black Money Lena sahi hai kya ?

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem

      Black Money के एक करोड़ से रुपये से भी Pure Money का एक रुपया अच्छा.

  • @jaychheda4250
    @jaychheda4250 Před 2 lety

    Dev dravya ke paise ham sadharan me use nai kar sakte hai naa ??
    Matlab aarti ke chadavaa kaa Paisa dharamshala yaa bhojanshada me use nai kar sakte hai naaa ?

  • @AparnakSen
    @AparnakSen Před 2 lety

    Please send Jain Stories- Kahaniy But I wish you to put those Stories by you only, Last time, in Anupama
    Devi -- she used the word -kali kaluti.
    That day I stopped Jain media.
    I have forgotten your name---'z
    But make the channel beautiful.
    If needed, I can also help you. I amM.A. with Janism.

  • @mittaldoshi5007
    @mittaldoshi5007 Před 2 lety

    प्रणाम । 🙏
    में यह जानना चाहता हु के देवद्रव्य के पैसे तो सिर्फ भगवान के लिए हि वापर सकते है ।तो फिर जैसे आपने कहा की इसी पैसे से हम लोग धर्मशाला बना सकते है तो यह धर्मशाला ,भोजनशाला आदि बनाने क लिए तो अपने को साधारण पैसों की आवश्यकता होगी ना ।और क्या देवद्रव्य के पैसे साधारण मैं इस्तेमाल हो सकते है । देवद्रव्य के पैसे क्या जिनालय के रंगमंडप के नवीनीकरण के लिए इस्तेमाल कर सकते है । क्या देवद्रव्य के पैसे जिनालय क बहार कही भी इस्तेमाल हो सकते है ?

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem

      Devdravya ke paise dharamshala aur bhojanshala me use bilkul nahi kar sakte hai.. but yaha baat chadava ke paiso ki hai.. kai baar sangh me chadava ke paise Sadharan khata me use honge aisa keh ke lete hai (Chadhava not related directly to dev dravya), toh iss video me unn chadavo ke paiso se Dharamshala and bhojanshala ka sandharb diya gaya hai. 🙏

  • @alpadagha7136
    @alpadagha7136 Před 2 lety +2

    Jain temple is not supposed to pay salary to pujari ,it is to be paid from sadharan. Kindly correct it. If it is paid from dev dravya it dev dravya bhakshan.

  • @hemalshah7505
    @hemalshah7505 Před 2 lety +1

    Boli ho ye baat se koi problem nahi hai lekin kabhi kabhi jyada boli hoti hai to jain samaj ke jaruriyat mand logo ke liye bhi use kar sakate hai
    Ya fir ye boli ke paise se jain students ko loan se sakate hai ye refandeboa ho

  • @jaindhirajs
    @jaindhirajs Před 2 lety

    I think we need to think how to balance devdravay and sadharan. Just an example we have devdravay of 10L but that cannot be used for dharmshala renovation innown town. This money has to be given to tirth as normal norm. We can think of one thing like every chadhava will have 50% sadhran and 50% devdravya. Like pakshal pooja chadhava for 500 then 500 in sdharan. Eventually the devdravya will be reduced and sdharn will be increased which can be used for any sadharmik use like school hospital helping poor etc

  • @user-qw7lb8ic2k
    @user-qw7lb8ic2k Před 7 měsíci

    Is mandir ke paishe ko mugalo ke dwara toge gaye mandir ko wapas banane ke ladai ke liye kharch karna chahiye...

  • @sjadfzskx
    @sjadfzskx Před 2 lety

    Jivdaya se jaindaya taraf Jana chahiye, yahi samay ki mang Hai.

    • @tanishjain6146
      @tanishjain6146 Před 2 lety

      Jivdaya se nahi jivdaya ke saath sadharan bhi

  • @mahadevisgod822
    @mahadevisgod822 Před 2 lety

    Those who trust don’t use dev Dhravya properly is just because of they are not Shraman prdhan chaturvidh sangh

  • @shahnaitik8782
    @shahnaitik8782 Před 2 lety

    Bank ma paisa no muki ye to sema mukva na ? Chadava boli ye to paisa thoda rakhva pade ne agal pachal nu vicharu pade saheb badha paisa vapri thodi nakhai saheb

  • @manojjhabak8813
    @manojjhabak8813 Před 2 lety

    जी ट्रस्ट को पैसे की जरूरत हो मंदिर के जीर्णोद्धार के लिए और जिस ट्रस्ट के पास पैसा एक्स्ट्रा पढ़ा हूं वह उसे जरूरत वाले ट्रस्ट को दे देना चाहिए

  • @pramilakothari4749
    @pramilakothari4749 Před 2 lety

    Cadhav ki amount dekra asmajik tat or others religer vala Jain religen. ma enter ho kar Jain dharm ko nucsan kar ta ha or bleckmail bhi karta ha.

  • @AparnakSen
    @AparnakSen Před 2 lety +1

    In stead of talking about contro versus ,pl give some positive information from Janism ,Don t
    discuss about Sadhu - sadhvi.
    Other make joke of them.

  • @nitinshah5999
    @nitinshah5999 Před 2 lety

    Bhai kitne din se ye topic ki mang thi lekin koi bol nahi raha tha....yahi to reason hey ki aaj ki yuva pedhi aaj sawal karti hey lekin usko paap lagega aisa bol ke chup karva dete hey......

  • @skjain4327
    @skjain4327 Před 2 lety

    Amalapuram old panch butha lubha pariwar not show old accounts and present jayantilal call mony tipe crime don by him

  • @rahulsheth7303
    @rahulsheth7303 Před 2 lety

    I would suggest ager kam nahi hai to ESG fund me invest krna chahiye!!

    • @tanishjain6146
      @tanishjain6146 Před 2 lety

      What is esg funds

    • @rahulsheth7303
      @rahulsheth7303 Před 2 lety

      @@tanishjain6146 ESG (economically, socially, and governance) ye 3 field me compay kuch harm nahi kr rahi hai ese company ke stocks me investment!! Like ITC cigarette banati hai to vo socially bad hai.. To ye fund mai ITC nhi hogi... Isi trah se jo company animal leather vgera banati hai!!...gambling company,,, to iss trah se dev dravy ke paise galt company pe invest nhi hoge!! Or returns bhi achha miliga!!

    • @rahulsheth7303
      @rahulsheth7303 Před 2 lety

      Not economically its environment (correction)

    • @tanishjain6146
      @tanishjain6146 Před 2 lety

      @@rahulsheth7303 thanks for information

  • @kulamanibhoi9665
    @kulamanibhoi9665 Před 2 lety

    Some time wrong

  • @prashant640
    @prashant640 Před 2 lety

    Paap Karke aur galat Karke Koi Bach Nahin Sakta

  • @skjain4327
    @skjain4327 Před 2 lety

    But rong amalapuram jain samaj fail

  • @singeruttamkumar8118
    @singeruttamkumar8118 Před 2 lety

    आप इस विडिओ के माध्यम से समाज को क्या संदेश देना चाहते हो। क्या आप भारत के सभी ट्रस्टियों को पहचानते हो। ट्रस्ट का सारा पैसा कहा जाता है। आप को मालूम है। आपका ये विडिओ समझ के बाहर है।

  • @mukundshah9882
    @mukundshah9882 Před 2 lety

    Chadhava.ka.total.collection.unaccounted.paise.se.hi.hota.hain.halhi.me.bombay.ke.top.r.ten.me.se.ek.sangh.ne.logo.se.entry.dene.ki.maang.ki.ab.sangh.to.vyapari.pedhi.nahi.hai..to.entry.kaise.vapas.denge.???!!!.

  • @lokeshbafna
    @lokeshbafna Před 2 lety +1

    मेरा एक छोटा सा प्रश्न है कृपया समाधान दीजिएगा।
    अगर आपका मन में अति उत्कंठा है 50 लाख रुपये तक का देना है जिन मंदिर में और आपने 50 लाख की अंतिम बोली बोल दी और आपसे आगे कोई नही बोल पाया तो सोचिए आप के खुशी का कोई पर नही होगा, आप अपने आप को कॉटन खुश नसीब मानोगे, आपके किसी बड़े अंतराय कर्म का क्षयोपशम का अनुभव होगा।
    लेकिन अचानक आपकी खुशी को कोई चीरता हुआ आपसे 1 लाख ज्यादा की बोली बोल दे तो आपकी क्या हालत होगी। आपकी मनोदशा आपके सिवा कोई और समज नही पायेगा। हो सकता है के आपको उस व्यक्ति पर द्वेष की भावना आ जाये। आप सोचोगे अब कोनसी अंतराय गयी। आप भगवान से मन मे पुकार करोगे के है भगवान ऐसा कोनसा पाप मैन कर दिया जो मेरी ये मनोकामना पूरी नही हो सकी। फिर कुछ संभालने के बाद आप सोचोगे के ये सब कर्मो का खेल है शायद मैंने भी इस जीव को किसी जन्म में अंतराय दी होगी जो आज इसी के कारण अनायस ही मेरे कर्मो का उदय आया है।
    अब बात को उस दूरसे आदमी के तरफ से आप सोच सकते है के आज इसने मेरे इतने बड़े स्वप्न को चकनाचूर कर दिया है, मेरे से आगे बोली बोलने के कारण मुझे बड़ा दुख हुआ है तो क्या इसने भी अंतराय कर्मो को बंध कर लिया है, न जाने अब इसे ये सब कब भोगना पड़ेगा। तो फिर दूसरे की बोली को काटकर अपनी बोली लगाने कहा तक उचित है, जिन मंदिर के उद्धार के लिए हम।अपने नए पाप कर्मो का बंध होने के बावजुद उसे पुण्य मानकर अपने सम्यक्त्व को ख़तरे में नही डाल रहे है? जैन धर्म मे सबसे पहले अपने खुद की आत्मा का कल्याण की बात कही है बाद में दूसरे के कल्याण की तो ऐसा कैसे हो सकता है के दूसरे लोगो के कल्याण के लिए मंदिर बने लेकिन उसमें भी बहुत से जीवो को अंतराय डाल डाल कर। बिना बोली बोलकर पैसे इकट्ठा करने में थोड़ा कम आएगा पर सबको अधिकार मिलेगा। कलश के लिए अगर पैसे इखट्टे होते है तो सबके करो और किसी बच्चे से कलश की स्थापना करवाओ तो क्या गलत है।
    थोड़ा कहा है ज्यादा समझियेगा।
    जिन भगवान के आज्ञा के विरुद्ध किसी भी प्रकार की गलत प्ररूपणा की हो तो खमत खामना, मिक्चमी दुखडंम।

    • @pratikshah5549
      @pratikshah5549 Před rokem

      Pranam
      Boli ke dwara chadave bolna te ek samaj ki vyastha hai. Aap ne jo sujav diya hai, wo kehne ke liye aur sunne ke liye acha hai par pratical hona thoda difficult lagta hai. Tip lekar kisi bache se karana, par samaj ke kis bache se karna is baat par bhi dwesh aur ver bhav hone ki sambhavna jyada hai.
      Pethadsha mantri ne bhi girnar ko boli bol kar 56 dhadi (11800 kg) gold ke boli bol kar hum tak pauchya hai.
      Boli ka system se kisi ko nicha dikhane ka udesh kabhi nahi hota par dev, sadharmik aur sadharam khate mai zyada se zyada dhaan aaye aur usmai vridhi ho.
      Vivek buddhi ka upyog karna chahiye. Jaha sangh me jyada jaroorat ho waha proactive tarike se soch samajkar upyog karna chahiye 🙏

    • @lokeshbafna
      @lokeshbafna Před rokem

      @@pratikshah5549 Practical kyu difficult hai kya bhagwan ke samay me boli boli jaati thi nahi na fir bhi bhagwan ki aradhana hoti thi. Kyu jarurat hai naam ki, kya bhagwan aur bhakt ke beech me rupiya paisa sab kuch ho gaya.
      Atma 8 hoti hai jisme sirf charitra atma ko hi vandan karne ke liye bhagwan ne kaha hai. Kya murti me charitra atma hai, kya praan prathista karne se moksh me gayi hui atma murti me aa jaati hai. Agar murti, mandir aur tasveer ko alamban maan le ke inse hamare bhav sudharte to kya agar kisi insaan ko kasai ko dekhkar veragya utpan ho jaaye to kya wo kasai vandaniya hai nahi na to bas fir kyu itni bhaga daudi charitra atma ko chodkar kisi pudgal ke piche.
      Bhagwan ne kaha hai agya dharm aur anagya adharm hai to kya hum charitra atma ke siva kisi aur ko vandana karke bhagwan ki agya ka ulanghan nahi kar rahe, to baitaiye hum kaise bhagwan ke bhagt hue.

  • @mukundshah9882
    @mukundshah9882 Před 2 lety

    1147.5crore.rupees.salana.ekhta.honge.yeh.amount.aaj.sab.jain.dharmik.trust.ke.amounts.se.bahut.jyada.hain.comment.padh.ke.jawab.dena.jaruri.hain???!!

  • @jignapmehta2038
    @jignapmehta2038 Před 2 lety

    🙏🙏🙏

  • @vikashjain2025
    @vikashjain2025 Před 2 lety

    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @user-qw7lb8ic2k
    @user-qw7lb8ic2k Před 7 měsíci

    Is mandir ke paishe ko mugalo ke dwara toge gaye mandir ko wapas banane ke ladai ke liye kharch karna chahiye...