HG Prashant Mukunda Prabhu Prabhu || SB 3.29.29-30 || ISKCON Dwarka Live || 2nd May 2024

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 30. 04. 2024
  • ISKCON Dwarka Live
    #iskcondwarka #iskcon #iskcondwk
    L I K E | S H A R E | S U B S C R I B E | C O M M E N T
    ___________________________________________________
    **Website - iskcondwarka.org/
    **Facebook - / iskcon.dwarka
    **Instagram - / iskcon.dwarka
    **Twitter - / iskcon_dwarka
    **Donate For Sudama Seva -
    iskcondwarka.org/sudama-seva-...
    If you want to share your heart out, call us - 9971766666

Komentáře • 34

  • @ritukhannasimplekitchen
    @ritukhannasimplekitchen Před měsícem

    कोटि-कोटि नमन

  • @anitapatra1917
    @anitapatra1917 Před měsícem

    Thank you Prabhu ji
    Hame annamayi se Anand mayi kosh tak jana hai
    Hari Hari bol

  • @namratadain
    @namratadain Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙌🙏🙏🙏🙌🙌🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @ShambhusinghRajawat-bm2xl
    @ShambhusinghRajawat-bm2xl Před měsícem

    Hare Krishna Prabhu ji ko dandvat pranam

  • @ManishSharma-nt7bl
    @ManishSharma-nt7bl Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji apka ashirvad hamesha hum sab per bna rahe🙏🙏❤️❤️🌼🌼🌻🌻🌷🌷

  • @nishamawa8824
    @nishamawa8824 Před měsícem

    Wonderful session prabhu g🙌aapki counseling ki bahut jarurat hai ,hm jaise patit jivo ke liye 🙏aisi preaching ki sbko jrurat hai smjhne ke liye a big hariiiiiii bol for wonderful lecture 🙌👏👏👏👏👏👏

  • @baidharasahoo4327
    @baidharasahoo4327 Před měsícem

    🙏🙏🙏Hare Krishna prabhuji 🙏🙏🙏🙏

  • @user-sw6qh6rr7w
    @user-sw6qh6rr7w Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji pranam 🙏🙏🙏🙏

  • @yashwantpawar833
    @yashwantpawar833 Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji Dandvat pranam 🙏💐🥀

  • @bhartijha8805
    @bhartijha8805 Před měsícem

    Hare Krishna dandwat pranam prabhuji🙏🙏

  • @anitapatra1917
    @anitapatra1917 Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji pranam

  • @SurinderKumar-cg8lw
    @SurinderKumar-cg8lw Před měsícem

    Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🌷🍰⚘️⚘️🌹🌷🌷🌹🌹🌹🌹🌹🌷🌷🌹⚘️🌹🌹🌷🌹🌹🌹⚘️🌹🌹⚘️🌹🌷🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️

  • @trivenishivaram6799
    @trivenishivaram6799 Před měsícem

    Dandwat Pranaam Prabhuji🙏

  • @BibekPaudel-yb5hp
    @BibekPaudel-yb5hp Před měsícem

    Hare Krishna Prabhu ji 🪷 💐 🙏

  • @sunitakishan9995
    @sunitakishan9995 Před měsícem

    Hare Krishna Prabhu 🙏🙏🙏🌹

  • @tinakumari4336
    @tinakumari4336 Před měsícem

    Hare krishna prabhu ji 🙏🙏

  • @ananthasayana_Krishnamurthy

    HARE RAMA HARE RAMA
    RAMA RAMA HARE HARE🙏
    HARE KRISHNA HARE KRISHNA
    KRISHNA KRISHNA HARE HARE.🙏

  • @chitradasi9162
    @chitradasi9162 Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji pranaam 🙏🙏🙏

  • @user-sp9mo8rb7y
    @user-sp9mo8rb7y Před měsícem

    Hare Krishna parbu ji danvet parnam 🙏🌹🙏

  • @nishamawa8824
    @nishamawa8824 Před měsícem

    Hare Krishna prabhu g 🙏💐

  • @legendaan
    @legendaan Před měsícem

    Hare Krishna Hare Krishna
    Krishna Krishna Hare Hare
    Hare Ram Hare Ram
    Ram Ram Hare Hare🙏🙏🙏🙏🙏

  • @RADHE_HASTAG
    @RADHE_HASTAG Před měsícem +1

    ee gyan ke jo shrooat/source hain unki jay aur jitne guruji ne isko agee phailaya unki jay, means Radha-Krishnaa ki jay aur unse sambandhit sabhi gyan aur unse prem krne wale sabhi guruon ki jay, but thank you prabhupaaada guru ji

  • @nehamahajan3950
    @nehamahajan3950 Před měsícem +2

    Hare Krishna prabhu ji
    Parnam 🙏
    Haribol...
    Prabhu ji mein toh kisi bhi level par stand nhi karti ..
    So high level of Bhakti
    Jai ho apki
    Jai srila prabhupad
    🙏

  • @thakurdassuryawanshi8615
    @thakurdassuryawanshi8615 Před měsícem

    Harekrishna dandvatpranam ❤️ ♥️ 💖 😍.

  • @anjaliprasad566
    @anjaliprasad566 Před měsícem

    Hare Krishna 🙏🙏💐💐🌹🙏

  • @taniyagupta3286
    @taniyagupta3286 Před měsícem +2

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏🏼🙏🏼🙏🏼

  • @keep__coming__back__6031
    @keep__coming__back__6031 Před měsícem

    Hare krishna🥰

  • @MasterUsers691
    @MasterUsers691 Před měsícem

    Hare krishna prabhu ji🙏 dandvat pranam 🙏🏻 please mere liye bhagwaan pray kijiye ki meri life me bhakti, bhakto ka sang aur bhagwaan ka prasaad mile 🙏🏻😢

  • @raghavgoel3926
    @raghavgoel3926 Před měsícem

    Hare Krishna prabhuji, bhot sundar katha prabhuji. Some points are:
    1) Macchli ki conciousness Ped-paudho se better hai kyuki unki covered conciousness hai aur at the max sparsh ki anubhuti h skti hai, parantu macchli mei rasa-indriya yaani sense of taste bhi hai, aur issi ke karan vo jaal mei fas jaati hai, isliye Bhagavan Dattatreya ne usse apna 1 Shiksha Guru maana hai ki isse hum ye seekh skte hai ki khaane ki asakti hume iss sansaar mei bhot buri tarah fasati hai, isliye humare acharyo ne alpahar karne ki salah di hai, aur iske sabse sundar example hai Srila Raghunatha Dasa Goswami.
    2) Macchli se better developed conciousness hai of Madhumakkhi, kyuki unme sense of smell bhi hota hai, aur sunghkar hee ve pushpon par baithti hai. Aur Bhagavan Dattatreya kehte hai ki maine Madhumakkhi se seekha ki har jagah se rasa lekar shehad banati hai, issi prakar hume achha chhatkar notes banane chahiye. Aur ye bhi seekh skte hai ki Madhuha saara Madhu churakar le jaata hai aur apna hee shehad Madhumakkhi kabhi bhi nahi khaati, aise hee hum jivan bhar Dhan ekatrit karte reh jaate hai aur Kaal isko humse chheen le jaata hai aur hum iska sadupyog nahi kar paate.
    3) Isse unchi conciousness hai Saanp ki kyuki vo sunn skta hai, isliye been bajane se control hota hai, aur aise hee ratri mei mendhak ki dhwani se saanp usko kha jaata hai. Par agar hum shravan indriya se Hari-katha shravan nahi karte fir humme aur sanp mei kya farak, isliye hume roz sirf 1 ghanta nahi balki kam se kam 6-8 ghante shravan karna chahiye, itna nahi kar skte to poora din seva karni chahiye aur baaki jitna kaal bache usme shravan karna chahiye, Shravan-kirtan bhot important hai.
    4) Shabd hee sansar mei fasate hai, Chugli ninda karne-sunne se chetna kharab hoti hai aur shabdon par niyantran na hona hee humare zyadatar kaleshon ka karan hai, isliye ye niyam banana chahiye ki bolunga to Bhagvata-shabd aur sununga to Bhagavat-shabd. Srila Bhakativinod Thakur says Tongue is the biggest weapons to create quarrels. SB 3.33.7 states ki agar iss jihva pe Bhagavan ka naam ho, to aisa Candala bhi poojaniya ho jaata hai. Hari-naam japa kayi janmo mei kari gyi tapasya se bhi shreshth hai.
    5) Sunne walo se shresth ve hai jo roopon mei bhed kar skte hai, aise hee jo Nirakar aur Sakar mei difference jaan pa rahe hai vo unse shreshth hai jo inme difference nahi smjh paate. Manushya chetna Mukulit chetna hai, aur iske baad aur oopar hoti hai viksit aur purna-viksit chetna.
    6) How to differentiate between Baddh-jiva and Saubhagyashali-jiva? Badhh-jiva Bhagavan se Vimukh hota hai, vo mai aur mera mei hee laga rehta hai aur usse asakti banaye rakhta hai, jis yoni mei jaaye usme hee sukh lene lagta hai aur baar-baar dukh milne par bhi enjoy karne lagta hai, kutumbha-bharan se bahar nahi nikalta. Saubhagyashali jiva ke lakshan hai ki vo ye maanne lagta hai ki ye shareer to jadd hai aur mai chetan jivatma hu, vo ye smjhta hai ki jab tak asakti rahegi tab tak Maya chutegi nahi isliye vo utsah lekar aata hai ki mujhe asakti ko surely tyagna hai, agar koi usse maar bhi de tab bhi vo uske prati ninda-dvesh ki bhavna nahi laata, agar koi uska puja-samman bhi karta hai to vo smjhta hai ki isme mera koi guna nahi hai varan ye Guruji ki kripa hai, ninda stuti mei sama rehta hai aur dusre ke guna aur apne dosh dekhta hai, aur ye sab karne ke baad koi Bhagavat-seva mei lag skta hai.
    7) Hum Vaishnavas ke disappearance day manate hai kyuki vastav mei unke disappear hone ke baad hee unki glories ka pata lag paata hai ki inke jaane se kya khalipan aa gaya hai.
    8) Humans ki bhi apne aap mei 6 stages of conciousness hoti hai, sabse basic annamayi kosh jab tak vo khaane ke liye jee raha hai, 2nd is jab vo yogi banta hai prana-vayu ko control karta hai aisi practices start karta hai tab prana-mayi kosh, 3rd is Mano-mayi kosh jaha vo mental-speculator banta hai aur apni vichardhara banata hai, 4th is gyan-mayi kosh jaha Gita-Bhagavat aadi shastron ki sharan grahan karte hai unhe padhte-sunte hai, 5th is Vigyan-mayi kosh jisme Gita-Bhagavat ko sadhak roop mei seva ke bhaav se isko apply karte hai, aur 6th is Ananda-mayi kosh jab Bhagavan se Anurag utpann hota hai aur isse sansar se vairagya utpann hota hai.

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna Před měsícem +1

    Hare Krishna🙏 Prabhuji✨✨🙏

  • @sadhanagupta4031
    @sadhanagupta4031 Před měsícem

    Hare Krishna Prabhu ji 🙏🙏

  • @baidharasahoo4327
    @baidharasahoo4327 Před měsícem

    🙏🙏🙏🙏🙏Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏