Rehan Jalalpuri official
Rehan Jalalpuri official
  • 423
  • 33 034 722
Qabr Par Nana Ki Zainab(s.a) | Rehan Jalalpuri I New Noha Muharram 1446/2024
Qabr Par Nana Ki Zainab Gham Utha Kar Aa Gayi | Rehan Jalalpuri I New Noha Muharram 1446/2024
👉Reciter - Rehan Jalalpuri
👉Poet -Hassan Sayed karbalayiJalalpuri
👉Chorus - Ali Asghar & Team
👉Year - 2024/1446 Hijri
👉Audio - (Sachin Verma)
👉Video - Azadari Chitora
👉Edit - Zahid Ali
👉Media Partner - Ya Zehra Tv Network ( @YaZehraTVNetworkBangalore )
👉Special Thanks - Anjuman Haideria Jalalpur
👉LYRICS:-
Noha
Haye zainab s.a
Haye zainab s.a
Gam utha kar aa gayi
Gam utha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
Apne majaye ka har wada nibha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
1
Khud ko turbat par giraya aur ye fariyad ki
Aur ye fariyad ki
Karbala me main bhare ghar ko luta kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
2
Kahti thi zainab s.a karu rudad e gam kaise bayan
Rudad e gam kaise bayan
Khoon ke ansu main sahra me baha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
3
Apki ummat ne kya kya zulm hai hum par kiye
Zulm hai hum par kiye
Kaise kaise daag main dil par utha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
4
Bazuon me rishman bandhi gayi nana mere
Bandhi gayi nana mere
Yeh nawasi pusht par durre bhi khar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
5
Qatl kar dala layino ne brather ko mere
Haye brather ko mere
Dashte gam Bhai ki turbat par baha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
6
Hath se mehdi na chhuti mar gaya Qasim mera
Mar gaya Qasim mera
Uski bewa khoon ke ansu baha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
7
Hubahu Jo apki tasweer tha nana mere
Tasweer tha nana mere
Barchhiyo ki bheed me usko chhupa kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
8
Khali jhula layi hu main Asgare besheer ka
Asgare besheer ka
Aur sulagti ret par usko Sula kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
9
Mar gayi zindan me ghut kar sakina mar gayi
Ghut kar sakina mar
Uski turbat qaid khane me bana kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
10
Lashaye Abbas a.s par matam na kar payi bahen
Matam na kar payi bahen
Khoon me doobe hue bazu utha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a utha kar aa gayi
11
Patharon se marts the kah ke bagi ki bahen
Kah ke bagi ki bahen
Haye qismat apne hi khu me naha kar aa gayi
Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
12
Taziyane khaye chadar chhin gayi lekin sayid
Chhin gayi lekin sayed
Maqsad e shabbir a.s ko zainab s.a bacha kar aa gayi Qabr par Nana ki zainab s.a gam utha kar aa gayi
newnoha2024 #qabrparnanakizainab #rehanjalalpuri #yahussian#yaabbas #muharram #noha2024 #karbala #makkah #madina #karbalastatus #yazainabس #yaabbas #yaali #yarasoolallah#nademsarwer
#farhanaliwaris #mirhssanmir#messamabbas#irfanhaider #amirhssanameer#syedrazaabbaszaidi #allnohaintheword
zhlédnutí: 75 889

Video

Sheeri Mera Ghar Ujad Gaya | Rehan Jalalpuri I New Noha Muharram 1446/2024
zhlédnutí 122KPřed 28 dny
Karbobala Me Sheeri Mera Ghar Ujad Gaya | Rehan Jalalpuri I New Noha Muharram 1446/2024 👉Reciter - Rehan Jalalpuri 👉Poet - Zaigam Jalalpuri 👉Chorus - Ali Asghar & Team 👉Year - 2024/1446 Hijri 👉Audio - (Sachin Verma) 👉Video - Azadari Chitora 👉Edit - Zahid Ali 👉Media Partner - Ya Zehra Tv Network (@YaZehraTVNetworkBangalore ) 👉Special Thanks - Anjuman Sajjadiya Jalalpur (Dr. Aaftab Raza) 👉LYRICS:...
Baal Bikhere Aayi Sham I بال بکھیرے آئی شام | Rehan Jalalpuri | New Noha Muharram 1446/2024
zhlédnutí 112KPřed měsícem
Baal Bikhere Aayi Sham I بال بکھیرے آئی شام | Rehan Jalalpuri | New Noha Muharram 1446/2024
Madine Me Yeh Kaisa Qafelah Aaya Hai Ae Amma | Rehan Jalalpuri | Noha 2023 | Muharram 1445
zhlédnutí 6MPřed rokem
Madine Me Yeh Kaisa Qafelah Aaya Hai Ae Amma | Rehan Jalalpuri | Noha 2023 | Muharram 1445
Beti Mazlooma Sakina Iبیٹی مظلومہ سکینہ | Rehan Jalalpuri Noha 2023 | Muharram 1445
zhlédnutí 401KPřed rokem
Beti Mazlooma Sakina Iبیٹی مظلومہ سکینہ | Rehan Jalalpuri Noha 2023 | Muharram 1445
DUSHMANO KE JIGAR HILA DENGE || REHAN JALALPURI
zhlédnutí 8KPřed rokem
DUSHMANO KE JIGAR HILA DENGE || REHAN JALALPURI
Rehan jalalpuri | Saat Qadam | Noha | Gya Bihar I 2022/1444
zhlédnutí 25KPřed rokem
Rehan jalalpuri | Saat Qadam | Noha | Gya Bihar I 2022/1444
Rehan Jalalpuri ....Tu Kuja Man Kuja ...Naat
zhlédnutí 8KPřed 2 lety
Rehan Jalalpuri ....Tu Kuja Man Kuja ...Naat
Rehan Jalalpuri nizam ka sehra
zhlédnutí 4,3KPřed 3 lety
Rehan Jalalpuri nizam ka sehra
Na Masjid me Azan hoti na Sajdon ka pata hota Rehan Jalalpuri
zhlédnutí 8KPřed 3 lety
Na Masjid me Azan hoti na Sajdon ka pata hota Rehan Jalalpuri
Rehan Jalalpuri Baba jaan
zhlédnutí 16KPřed 3 lety
Rehan Jalalpuri Baba jaan
Rehan Jalalpuri Meri tarah mere baba koi yateem na ho 6 moharram 2020
zhlédnutí 5KPřed 3 lety
Rehan Jalalpuri Meri tarah mere baba koi yateem na ho 6 moharram 2020
Rehan jalalpuri dasht me Ghar ojad Gaya nana 28 safar
zhlédnutí 429KPřed 4 lety
Rehan jalalpuri dasht me Ghar ojad Gaya nana 28 safar

Komentáře